Naz Par Ye Gudaz Kaise Hai, Urdu Ghazal By Aamir Khan

Naz Par Ye Gudaz Kaise Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aamir Khan. Naz Par Ye Gudaz Kaise Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Naz Par Ye Gudaz Kaise Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ناز پر یہ گداز کیسے ہے

عامر خان

ناز پر یہ گداز کیسے ہے

تو حقیقت مجاز کیسے ہے

مجھ کو دھڑکن کا ہے سدا دھڑکا

نا دھڑکنے سے باز کیسے ہے

یہ جہاں ہے جہاں بھی دیکھو گے

پھر نشیب و فراز کیسے ہے

کوئی کوفہ و کربلا میں شہید

کوئی محمود ایاز کیسے ہے

زندگی کا یا موت کا ہو شعور

یہ مجھے بے ریاض کیسے ہے

اے مرے خواب تو اگر ہے گماں

تو حقیقت نواز کیسے ہے

جب نہیں ہے کسی کو میرا لحاظ

مجھ کو سب کا لحاظ کیسے ہے

جو نہیں وقت کاٹتے کٹتا

حال کا امتیاز کیسے ہے

رشک مخلوق آدمی عامرؔ

اک قلم کی بیاض کیسے ہے

عامر خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Naz Par Ye Gudaz Kaise Hai

Aamir Khan

naz par ye gudaz kaise hai
tu haqiqat majaz kaise hai

mujh ko dhaDkan ka hai sada dhaDka
na dhaDakne se baz kaise hai

ye jahan hai jahan bhi dekhoge
phir nasheb-o-faraaz kaise hai

koi kufa-o-karbala mein shahid
koi mahmud ayaz kaise hai

zindagi ka ya maut ka ho shuur
ye mujhe be-riyaz kaise hai

ai mere KHwab tu agar hai guman
tu haqiqat-nawaz kaise hai

jab nahin hai kisi ko mera lihaz
mujh ko sab ka lihaz kaise hai

jo nahin waqt kaTte kaTta
haal ka imtiyaz kaise hai

rashk-e-maKHluq aadmi 'amir'
ek qalam ki bayaz kaise hai

(596) ووٹ وصول ہوئے

You can read Naz Par Ye Gudaz Kaise Hai written by Aamir Khan at UrduPoint. Naz Par Ye Gudaz Kaise Hai is one of the masterpieces written by Aamir Khan. You can also find the complete poetry collection of Aamir Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aamir Khan' above.

Naz Par Ye Gudaz Kaise Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Naz Par Ye Gudaz Kaise Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.