Sitaron Ki Ginti Hai Hum Jaante Hain, Urdu Ghazal By Aamir Khan

Sitaron Ki Ginti Hai Hum Jaante Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aamir Khan. Sitaron Ki Ginti Hai Hum Jaante Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sitaron Ki Ginti Hai Hum Jaante Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ستاروں کی گنتی ہے ہم جانتے ہیں

عامر خان

ستاروں کی گنتی ہے ہم جانتے ہیں

ابھی رات باقی ہے ہم جانتے ہیں

یہ شہرت مجازی ہے ہم جانتے ہیں

کہ ہے بھی نہیں بھی ہے ہم جانتے ہیں

بہت ساری اچھی سی خوش فہمیوں کی

جو قیمت ادا کی ہے ہم جانتے ہیں

گلستاں نظارے درخت ایک محرم

جو دل پہ گزرتی ہے ہم جانتے ہیں

یہ زلف خیال خطا ہے نہ کھولو

یہ کھل کر جو کرتی ہے ہم جانتے ہیں

یہ ذات خدا ہے یہ دکھتی ہے دیکھو

مگر کس نے دیکھی ہے ہم جانتے ہیں

بیک وقت ضبط و ہوس کر کے عامرؔ

طبیعت جو بگڑی ہے ہم جانتے ہیں

عامر خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sitaron Ki Ginti Hai Hum Jaante Hain

Aamir Khan

sitaron ki ginti hai hum jaante hain
abhi raat baqi hai hum jaante hain

ye shohrat majazi hai hum jaante hain
ki hai bhi nahin bhi hai hum jaante hain

bahut sari achchhi si KHush-fahmiyon ki
jo qimat ada ki hai hum jaante hain

gulistan nazare daraKHt ek mahram
jo dil pe guzarti hai hum jaante hain

ye zulf-e-KHayal-e-KHata hai na kholo
ye khul kar jo karti hai hum jaante hain

ye zat-e-KHuda hai ye dikhti hai dekho
magar kis ne dekhi hai hum jaante hain

ba-yak-waqt zabt-o-hawas kar ke 'amir'
tabiat jo bigDi hai hum jaante hain

(817) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sitaron Ki Ginti Hai Hum Jaante Hain written by Aamir Khan at UrduPoint. Sitaron Ki Ginti Hai Hum Jaante Hain is one of the masterpieces written by Aamir Khan. You can also find the complete poetry collection of Aamir Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aamir Khan' above.

Sitaron Ki Ginti Hai Hum Jaante Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sitaron Ki Ginti Hai Hum Jaante Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.