Kya Kisi Rabte Mein Rakkha Hai, Urdu Ghazal By Aamir Khan

Kya Kisi Rabte Mein Rakkha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aamir Khan. Kya Kisi Rabte Mein Rakkha Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kya Kisi Rabte Mein Rakkha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا کسی رابطے میں رکھا ہے

عامر خان

کیا کسی رابطے میں رکھا ہے

ہم نے دل راستے میں رکھا ہے

اب خداؤں کی کیا ضرورت ہے

آئنہ بت کدے میں رکھا ہے

نا تمہاری خطا ہے نا میری

مسئلہ مسئلے میں رکھا ہے

رات رکھی ہے اس نے دن کے بعد

آپ کو فائدے میں رکھا ہے

اس کو انداز ہے تسلسل کا

زلف کو سلسلے میں رکھا ہے

کیا رکھا ہے پرانی چیزوں میں

جو نیا ہے نئے میں رکھا ہے

اگلے وقتوں پہ سوچ کر عامرؔ

وقت کو قاعدے میں رکھا ہے

عامر خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya Kisi Rabte Mein Rakkha Hai

Aamir Khan

kya kisi rabte mein rakkha hai
hum ne dil raste mein rakkha hai

ab KHudaon ki kya zarurat hai
aaina but-kade mein rakkha hai

na tumhaari KHata hai na meri
masala masale mein rakkha hai

raat rakkhi hai us ne din ke baad
aap ko faede mein rakkha hai

us ko andaz hai tasalsul ka
zulf ko silsile mein rakkha hai

kya rakha hai purani chizon mein
jo naya hai nae mein rakkha hai

agle waqton pe soch kar 'amir'
waqt ko qaede mein rakkha hai

(557) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kya Kisi Rabte Mein Rakkha Hai written by Aamir Khan at UrduPoint. Kya Kisi Rabte Mein Rakkha Hai is one of the masterpieces written by Aamir Khan. You can also find the complete poetry collection of Aamir Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aamir Khan' above.

Kya Kisi Rabte Mein Rakkha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya Kisi Rabte Mein Rakkha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.