Chamak Kaisi RuKH-r-anwar Mein Hai, Urdu Ghazal By Aasi Kashmiri

Chamak Kaisi RuKH-r-anwar Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aasi Kashmiri. Chamak Kaisi RuKH-r-anwar Mein Hai comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read Chamak Kaisi RuKH-r-anwar Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چمک کیسی رخ انوار میں ہے

عاصی کاشمیری

چمک کیسی رخ انوار میں ہے

زمانہ سارا ہی اسرار میں ہے

لگائیں اپنے فن پاروں کی قیمت

کہ اب ہر چیز ہی بازار میں ہے

کئی آنکھیں گڑھی جاتی ہیں مجھ میں

کوئی روزن در و دیوار میں ہے

رہا ہوں منتظر جس کا ازل سے

وہی چہرہ مرے افکار میں ہے

نہیں پہلا سا اب رنگ بہاراں

کہ ویرانی گل و گلزار میں ہے

حدیث دل بیاں کیسے ہو آصیؔ

مجھے مشکل بہت اظہار میں ہے

عاصی کاشمیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chamak Kaisi RuKH-r-anwar Mein Hai

Aasi Kashmiri

chamak kaisi ruKH-r-anwar mein hai
zamana sara hi asrar mein hai

lagaen apne fan-paron ki qimat
ki ab har chiz hi bazar mein hai

kai aankhen gaDhi jati hain mujh mein
koi rauzan dar-o-diwar mein hai

raha hun muntazir jis ka azal se
wahi chehra mere afkar mein hai

nahin pahla sa ab rang-e-bahaaran
ki virani gul-o-gulzar mein hai

hadis dil bayan kaise ho 'asi'
mujhe mushkil bahut izhaar mein hai

(1147) ووٹ وصول ہوئے

You can read Chamak Kaisi RuKH-r-anwar Mein Hai written by Aasi Kashmiri at UrduPoint. Chamak Kaisi RuKH-r-anwar Mein Hai is one of the masterpieces written by Aasi Kashmiri. You can also find the complete poetry collection of Aasi Kashmiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aasi Kashmiri' above.

Chamak Kaisi RuKH-r-anwar Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chamak Kaisi RuKH-r-anwar Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.