KHayal Tera Hai Dil Mein Ye Baat Teri Hai, Urdu Ghazal By Aazim Gurvinder Singh Kohli

KHayal Tera Hai Dil Mein Ye Baat Teri Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aazim Gurvinder Singh Kohli. KHayal Tera Hai Dil Mein Ye Baat Teri Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHayal Tera Hai Dil Mein Ye Baat Teri Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیال تیرا ہے دل میں یہ بات تیری ہے

عازم گروندر سنگھ کوہلی

خیال تیرا ہے دل میں یہ بات تیری ہے

ہے ذرہ ذرہ ترا کائنات تیری ہے

ہر ایک بازی ہے تیری یہ کھیل ہے تیرا

میں صرف مہرہ ہوں یا رب بساط تیری ہے

نفس نفس ہے عطا تیری ہے کرم تیرا

یہ دن بھی تیرا اے داتا یہ رات تیری ہے

میں جانتا ہوں مرا مجھ میں کچھ نہیں یا رب

یہ ہے وجود بھی تیرا یہ ذات تیری ہے

دیا ہے تو نے ہی عازمؔ کو ایسا ذوق سخن

قلم بھی تیرا ہے مولیٰ دوات تیری ہے

عازم گروندر سنگھ کوہلی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHayal Tera Hai Dil Mein Ye Baat Teri Hai

Aazim Gurvinder Singh Kohli

KHayal tera hai dil mein ye baat teri hai
hai zarra zarra tera kaenat teri hai

har ek bazi hai teri ye khel hai tera
main sirf mohra hun ya-rab bisat teri hai

nafas nafas hai ata teri hai karam tera
ye din bhi tera ai data ye raat teri hai

main jaanta hun mera mujh mein kuchh nahin ya-rab
ye hai wajud bhi tera ye zat teri hai

diya hai tu ne hi 'azim' ko aisa zauq-e-suKHan
qalam bhi tera hai maula dawat teri hai

(562) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHayal Tera Hai Dil Mein Ye Baat Teri Hai written by Aazim Gurvinder Singh Kohli at UrduPoint. KHayal Tera Hai Dil Mein Ye Baat Teri Hai is one of the masterpieces written by Aazim Gurvinder Singh Kohli. You can also find the complete poetry collection of Aazim Gurvinder Singh Kohli by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aazim Gurvinder Singh Kohli' above.

KHayal Tera Hai Dil Mein Ye Baat Teri Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHayal Tera Hai Dil Mein Ye Baat Teri Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.