Zarf Hai Kis Mein Ki Wo Sara Jahan Le Kar Chale, Urdu Ghazal By Aazim Gurvinder Singh Kohli

Zarf Hai Kis Mein Ki Wo Sara Jahan Le Kar Chale is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aazim Gurvinder Singh Kohli. Zarf Hai Kis Mein Ki Wo Sara Jahan Le Kar Chale comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zarf Hai Kis Mein Ki Wo Sara Jahan Le Kar Chale on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ظرف ہے کس میں کہ وہ سارا جہاں لے کر چلے

عازم گروندر سنگھ کوہلی

ظرف ہے کس میں کہ وہ سارا جہاں لے کر چلے

ہم تو دنیا سے فقط اک درد جاں لے کر چلے

آدمی کو چاہئے توفیق چلنے کی فقط

کچھ نہیں تو گزرے وقتوں کا دھواں لے کر چلے

جب بہاریں بے وفا نکلیں تو کس امید پر

انتظار گل کی حسرت باغباں لے کر چلے

کب مقدر کا کہاں کیسا کوئی منظر بنے

ہم ہتھیلی پر لکیروں کے مکاں لے کر چلے

رہبری کا کچھ سلیقہ ہے نہ منزل کی خبر

کونسی جانب یہ میر کارواں لے کر چلے

دیکھتے ہیں زندگی کو اپنے ہی انداز سے

ہم جدھر کو چل پڑے اک داستاں لے کر چلے

ظلمتیں تاریک شب کی دور کرنے کے لئے

بادلوں سے ہم اے عازمؔ بجلیاں لے کر چلے

عازم گروندر سنگھ کوہلی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zarf Hai Kis Mein Ki Wo Sara Jahan Le Kar Chale

Aazim Gurvinder Singh Kohli

zarf hai kis mein ki wo sara jahan le kar chale
hum to duniya se faqat ek dard-e-jaan le kar chale

aadmi ko chahiye taufiq chalne ki faqat
kuchh nahin to guzre waqton ka dhuan le kar chale

jab bahaaren be-wafa niklin to kis ummid par
intizar-e-gul ki hasrat baghban le kar chale

kab muqaddar ka kahan kaisa koi manzar bane
hum hatheli par lakiron ke makan le kar chale

rahbari ka kuchh saliqa hai na manzil ki KHabar
kaun-si jaanib ye mir-e-karwan le kar chale

dekhte hain zindagi ko apne hi andaz se
hum jidhar ko chal paDe ek dastan le kar chale

zulmaten tarik shab ki dur karne ke liye
baadalon se hum ai 'azim' bijliyan le kar chale

(625) ووٹ وصول ہوئے

You can read Zarf Hai Kis Mein Ki Wo Sara Jahan Le Kar Chale written by Aazim Gurvinder Singh Kohli at UrduPoint. Zarf Hai Kis Mein Ki Wo Sara Jahan Le Kar Chale is one of the masterpieces written by Aazim Gurvinder Singh Kohli. You can also find the complete poetry collection of Aazim Gurvinder Singh Kohli by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aazim Gurvinder Singh Kohli' above.

Zarf Hai Kis Mein Ki Wo Sara Jahan Le Kar Chale is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zarf Hai Kis Mein Ki Wo Sara Jahan Le Kar Chale, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.