Apni Chhalakti Aankh Ke Tare Gawah Hain, Urdu Ghazal By Abdul Matin Jami

Apni Chhalakti Aankh Ke Tare Gawah Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Matin Jami. Apni Chhalakti Aankh Ke Tare Gawah Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apni Chhalakti Aankh Ke Tare Gawah Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنی چھلکتی آنکھ کے تارے گواہ ہیں

عبدالمتین جامی

اپنی چھلکتی آنکھ کے تارے گواہ ہیں

اشکوں میں ڈوبے شب کے نظارے گواہ ہیں

سوکھا ہے میرے جسم میں کتنا لہو نہ پوچھ

حالات کے سلگتے شرارے گواہ ہیں

ہم نے ہی روح پھونکی تھی دشت خیال میں

فطرت کے یہ حسین اشارے گواہ ہیں

سوتے ہیں میری فکر کے اب تک رواں دواں

بحر وجود کے یہ کنارے گواہ ہیں

میری اڑان تاروں کے بالکل قریب تھی

علم و ہنر کے سارے غبارے گواہ ہیں

جامیؔ نے بھی عروج کے دیکھے ہیں روز و شب

عظمت کے وہ تمام منارے گواہ ہیں

عبدالمتین جامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apni Chhalakti Aankh Ke Tare Gawah Hain

Abdul Matin Jami

apni chhalakti aankh ke tare gawah hain
ashkon mein Dube shab ke nazare gawah hain

sukha hai mere jism mein kitna lahu na puchh
haalat ke sulagte sharare gawah hain

hum ne hi ruh phunki thi dasht-e-KHayal mein
fitrat ke ye hasin ishaare gawah hain

sote hain meri fikr ke ab tak rawan-dawan
bahr-e-wajud ke ye kinare gawah hain

meri uDan taron ke bilkul qarib thi
ilm-o-hunar ke sare ghubbare gawah hain

'jami' ne bhi uruj ke dekhe hain roz-o-shab
azmat ke wo tamam manare gawah hain

(551) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apni Chhalakti Aankh Ke Tare Gawah Hain written by Abdul Matin Jami at UrduPoint. Apni Chhalakti Aankh Ke Tare Gawah Hain is one of the masterpieces written by Abdul Matin Jami. You can also find the complete poetry collection of Abdul Matin Jami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Matin Jami' above.

Apni Chhalakti Aankh Ke Tare Gawah Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apni Chhalakti Aankh Ke Tare Gawah Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.