Muqayyad Aadamiyyat Ki Zaban Hai, Urdu Ghazal By Abdul Matin Jami

Muqayyad Aadamiyyat Ki Zaban Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdul Matin Jami. Muqayyad Aadamiyyat Ki Zaban Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Muqayyad Aadamiyyat Ki Zaban Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مقید آدمیت کی زباں ہے

عبدالمتین جامی

مقید آدمیت کی زباں ہے

یہ عہد آگہی کی داستاں ہے

جہاں گل یاس و حسرت کے کھلے ہیں

ہمارے ذہن کا وہ گلستاں ہے

کوئی سورج نہیں اپنی نظر میں

فضا میں خوف و دہشت کا دھواں ہے

جلا کر راکھ کر دے گا جہاں کو

ہمارا قلب جو آتش فشاں ہے

مسرت کو لگا لیتے جگر سے

مگر غم سے ہمیں فرصت کہاں ہے

عبدالمتین جامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Muqayyad Aadamiyyat Ki Zaban Hai

Abdul Matin Jami

muqayyad aadamiyyat ki zaban hai
ye ahd-e-agahi ki dastan hai

jahan gul yas-o-hasrat ke khile hain
hamare zehn ka wo gulsitan hai

koi suraj nahin apni nazar mein
faza mein KHauf-o-dahshat ka dhuan hai

jala kar rakh kar dega jahan ko
hamara qalb jo aatish-fishan hai

masarrat ko laga lete jigar se
magar gham se hamein fursat kahan hai

(555) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Muqayyad Aadamiyyat Ki Zaban Hai written by Abdul Matin Jami at UrduPoint. Muqayyad Aadamiyyat Ki Zaban Hai is one of the masterpieces written by Abdul Matin Jami. You can also find the complete poetry collection of Abdul Matin Jami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdul Matin Jami' above.

Muqayyad Aadamiyyat Ki Zaban Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Muqayyad Aadamiyyat Ki Zaban Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.