Nisar Dil Bhi Kiya Aur Har KHushi De Di, Urdu Ghazal By Abdullah Bahar

Nisar Dil Bhi Kiya Aur Har KHushi De Di is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdullah Bahar. Nisar Dil Bhi Kiya Aur Har KHushi De Di comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nisar Dil Bhi Kiya Aur Har KHushi De Di on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نثار دل بھی کیا اور ہر خوشی دے دی

عبداللہ بہار

نثار دل بھی کیا اور ہر خوشی دے دی

لو آج ہم نے تمہیں اپنی زندگی دے دی

یہ کیا کیا کہ نظر سے نظر ملی بھی نہ تھی

قرار لوٹ لیا دل کو بے کلی دے دی

ہمارے حسن تخیل کا احترام کرو

تمہارے عزم کے پھولوں کو تازگی دے دی

جلا کے دل کے نشیمن کو اپنے ہاتھوں سے

تمہارے شوق کے جذبوں کو روشنی دے دی

یہ سوچ کر کہ گزر جائیں گے یہ دن اپنے

غموں کو بانٹ لیا اپنی ہر خوشی دے دی

بہارؔ لوٹ لیا کس نے قافلہ دل کا

یہ کس نے ظلم کے ہاتھوں میں رہبری دے دی

عبداللہ بہار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nisar Dil Bhi Kiya Aur Har KHushi De Di

Abdullah Bahar

nisar dil bhi kiya aur har KHushi de di
lo aaj hum ne tumhein apni zindagi de di

ye kya kiya ki nazar se nazar mili bhi na thi
qarar luT liya dil ko be-kali de di

hamare husn-e-taKHyyul ka ehtiram karo
tumhaare azm ke phulon ko tazgi de di

jala ke dil ke nasheman ko apne hathon se
tumhaare shauq ke jazbon ko raushni de di

ye soch kar ki guzar jaenge ye din apne
ghamon ko banT liya apni har KHushi de di

'bahaar' luT liya kis ne qafila dil ka
ye kis ne zulm ke hathon mein rahbari de di

(503) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nisar Dil Bhi Kiya Aur Har KHushi De Di written by Abdullah Bahar at UrduPoint. Nisar Dil Bhi Kiya Aur Har KHushi De Di is one of the masterpieces written by Abdullah Bahar. You can also find the complete poetry collection of Abdullah Bahar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdullah Bahar' above.

Nisar Dil Bhi Kiya Aur Har KHushi De Di is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nisar Dil Bhi Kiya Aur Har KHushi De Di, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.