Sine Mein Sans Aankhon Mein Jab Tak Ke Dam Rahe, Urdu Ghazal By Abdullah Bahar

Sine Mein Sans Aankhon Mein Jab Tak Ke Dam Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdullah Bahar. Sine Mein Sans Aankhon Mein Jab Tak Ke Dam Rahe comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Sine Mein Sans Aankhon Mein Jab Tak Ke Dam Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سینے میں سانس آنکھوں میں جب تک کے دم رہے

عبداللہ بہار

سینے میں سانس آنکھوں میں جب تک کے دم رہے

باطل کے سامنے نہ مرا سر یہ خم رہے

موسم بھی دل فریب ہے ماحول بھی حسین

لگ جا گلے کہ کچھ تو وفا کا بھرم رہے

کردار پر نہ اپنے کبھی حرف آ سکا

دشمن کی محفلوں میں بھی ہم محترم رہے

ویسے تو یہ جہان فسانوں کا ڈھیر ہے

لیکن فسانے اپنے بہت ہی اہم رہے

ہم نے ہر ایک مسئلہ حل کر لیا مگر

باقی بہارؔ زلف کے بس پیچ و خم رہے

عبداللہ بہار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sine Mein Sans Aankhon Mein Jab Tak Ke Dam Rahe

Abdullah Bahar

sine mein sans aankhon mein jab tak ke dam rahe
baatil ke samne na mera sar ye KHam rahe

mausam bhi dil-fareb hai mahaul bhi hasin
lag ja gale ki kuchh to wafa ka bharam rahe

kirdar par na apne kabhi harf aa saka
dushman ki mahfilon mein bhi hum mohtaram rahe

waise to ye jahan fasanon ka Dher hai
lekin fasane apne bahut hi aham rahe

hum ne har ek masala hal kar liya magar
baqi 'bahaar' zulf ke bas pech-o-KHam rahe

(675) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sine Mein Sans Aankhon Mein Jab Tak Ke Dam Rahe written by Abdullah Bahar at UrduPoint. Sine Mein Sans Aankhon Mein Jab Tak Ke Dam Rahe is one of the masterpieces written by Abdullah Bahar. You can also find the complete poetry collection of Abdullah Bahar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdullah Bahar' above.

Sine Mein Sans Aankhon Mein Jab Tak Ke Dam Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sine Mein Sans Aankhon Mein Jab Tak Ke Dam Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.