Badli Badli Si Gulistan Ki Hawa Aaj Bhi Hai, Urdu Ghazal By Abdussamad Javed

Badli Badli Si Gulistan Ki Hawa Aaj Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abdussamad Javed. Badli Badli Si Gulistan Ki Hawa Aaj Bhi Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Badli Badli Si Gulistan Ki Hawa Aaj Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بدلی بدلی سی گلستاں کی ہوا آج بھی ہے

عبدالصمد جاوید

بدلی بدلی سی گلستاں کی ہوا آج بھی ہے

دست صرصر میں گل تر کی قبا آج بھی ہے

آج بھی خون شہیداں سے ہے تزئین جمال

دست قاتل کو تمنائے حنا آج بھی ہے

کارگر ہو نہ سکا زخم کے مرہم کا علاج

میرے سینے میں ہر اک زخم ہرا آج بھی ہے

آنسوؤں میں بڑی لذت تھی بہت پہلے بھی

اک طرف بیٹھ کے رونے میں مزہ آج بھی ہے

ہاں وہ جاویدؔ وہی تیغ‌ تغافل کا قتیل

ایک منجملہ ارباب وفا آج بھی ہے

عبدالصمد جاوید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Badli Badli Si Gulistan Ki Hawa Aaj Bhi Hai

Abdussamad Javed

badli badli si gulistan ki hawa aaj bhi hai
dast-e-sarsar mein gul-e-tar ki qaba aaj bhi hai

aaj bhi KHun-e-shahidan se hai tazin-e-jamal
dast-e-qatil ko tamanna-e-hina aaj bhi hai

kargar ho na saka zaKHm ke marham ka ilaj
mere sine mein har ek zaKHm hara aaj bhi hai

aansoon mein baDi lazzat thi bahut pahle bhi
ek taraf baiTh ke rone mein maza aaj bhi hai

han wo 'jawed' wahi tegh-e-taghaful ka qatil
ek minjumla arbab-e-wafa aaj bhi hai

(614) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Badli Badli Si Gulistan Ki Hawa Aaj Bhi Hai written by Abdussamad Javed at UrduPoint. Badli Badli Si Gulistan Ki Hawa Aaj Bhi Hai is one of the masterpieces written by Abdussamad Javed. You can also find the complete poetry collection of Abdussamad Javed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abdussamad Javed' above.

Badli Badli Si Gulistan Ki Hawa Aaj Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Badli Badli Si Gulistan Ki Hawa Aaj Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.