Jab Kisi Ko Sahaarte Hain Log, Urdu Ghazal By Abid Akhtar

Jab Kisi Ko Sahaarte Hain Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abid Akhtar. Jab Kisi Ko Sahaarte Hain Log comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Jab Kisi Ko Sahaarte Hain Log on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب کسی کو سہارتے ہیں لوگ

عابد اختر

جب کسی کو سہارتے ہیں لوگ

آس دے دے کے مارتے ہیں لوگ

گھونپ دیتے ہیں پیٹھ میں خنجر

قرض یوں بھی اتارتے ہیں لوگ

دھوکا کھا جاتے ہیں فرشتے تک

روپ ایسا بھی دھارتے ہیں لوگ

کیسا سیلاب ہے زمانے میں

پانی پانی پکارتے ہیں لوگ

دھندلے چہروں کا واسطہ دے کر

صرف خود کو سنوارتے ہیں لوگ

کیا غضب ہے کہ زندگی اپنی

بے خودی میں گزارتے ہیں لوگ

عابد اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Kisi Ko Sahaarte Hain Log

Abid Akhtar

jab kisi ko sahaarte hain log
aas de de ke marte hain log

ghonp dete hain piTh mein KHanjar
qarz yun bhi utarte hain log

dhoka kha jate hain farishte tak
rup aisa bhi dhaarte hain log

kaisa sailab hai zamane mein
pani pani pukarte hain log

dhundle chehron ka wasta de kar
sirf KHud ko sanwarte hain log

kya ghazab hai ki zindagi apni
be-KHudi mein guzarte hain log

(641) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Kisi Ko Sahaarte Hain Log written by Abid Akhtar at UrduPoint. Jab Kisi Ko Sahaarte Hain Log is one of the masterpieces written by Abid Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Abid Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abid Akhtar' above.

Jab Kisi Ko Sahaarte Hain Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Kisi Ko Sahaarte Hain Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.