Nahin Kaam Aati Mohabbat Kisi Ki, Urdu Ghazal By Abu Mohammad Syed Husain Saifi

Nahin Kaam Aati Mohabbat Kisi Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abu Mohammad Syed Husain Saifi. Nahin Kaam Aati Mohabbat Kisi Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nahin Kaam Aati Mohabbat Kisi Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہیں کام آتی محبت کسی کی

ابومحمد سید حسین سیفی

نہیں کام آتی محبت کسی کی

نہ آئے کسی پر طبیعت کسی کی

کوئی کیا کرے گردش آسماں کو

ہمیں کب گوارا ہے ذلت کسی کی

بڑی یہ بلا ہے محبت خدایا

نہ آئے کسی پر طبیعت کسی کی

یہ کہتے نہ تھے تم سے پہلے ہی سیفیؔ

نہیں کام آتی محبت کسی کی

ابومحمد سید حسین سیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nahin Kaam Aati Mohabbat Kisi Ki

Abu Mohammad Syed Husain Saifi

nahin kaam aati mohabbat kisi ki
na aae kisi par tabiat kisi ki

koi kya kare gardish-e-asman ko
hamein kab gawara hai zillat kisi ki

baDi ye bala hai mohabbat KHudaya
na aae kisi par tabiat kisi ki

ye kahte na the tum se pahle hi 'saifi'
nahin kaam aati mohabbat kisi ki

(563) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nahin Kaam Aati Mohabbat Kisi Ki written by Abu Mohammad Syed Husain Saifi at UrduPoint. Nahin Kaam Aati Mohabbat Kisi Ki is one of the masterpieces written by Abu Mohammad Syed Husain Saifi. You can also find the complete poetry collection of Abu Mohammad Syed Husain Saifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abu Mohammad Syed Husain Saifi' above.

Nahin Kaam Aati Mohabbat Kisi Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nahin Kaam Aati Mohabbat Kisi Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.