Mushkil Hai Pata Chalna Qisson Se Mohabbat Ka, Urdu Ghazal By Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr

Mushkil Hai Pata Chalna Qisson Se Mohabbat Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr. Mushkil Hai Pata Chalna Qisson Se Mohabbat Ka comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Mushkil Hai Pata Chalna Qisson Se Mohabbat Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مشکل ہے پتہ چلنا قصوں سے محبت کا

ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

مشکل ہے پتہ چلنا قصوں سے محبت کا

اندازہ مصیبت میں ہوتا ہے مصیبت کا

ہے نزع کے عالم میں بیمار محبت کا

مشکل ہے سنبھلنا اب بگڑی ہوئی حالت کا

افسوس کہ ہم سو کر جاگے بھی تو کب جاگے

مرنے پہ کھلا عقدہ جینے کی حقیقت کا

وہ آئے ہیں خود اپنے دیوانے کو سمجھانے

اے جذبۂ دل دیکھا اقبال محبت کا

اے چشم حقیقت بیں دل کی ہے بساط اتنی

اک چھوٹا سا ٹکڑا ہے آئینۂ حسرت کا

کیوں عشق کے جھگڑے کو لے جاتا ہے عقبیٰ میں

کر خاتمہ دنیا میں دنیا کی مصیبت کا

اے قدرؔ حسینوں کو میں دل سے نہ کیوں چاہوں

جب حسن پرستی بھی اک ذوق ہے فطرت کا

ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mushkil Hai Pata Chalna Qisson Se Mohabbat Ka

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr

mushkil hai pata chalna qisson se mohabbat ka
andaza musibat mein hota hai musibat ka

hai naza ke aalam mein bimar mohabbat ka
mushkil hai sambhalna ab bigDi hui haalat ka

afsos ki hum so kar jage bhi to kab jage
marne pe khula uqda jine ki haqiqat ka

wo aae hain KHud apne diwane ko samjhane
ai jazba-e-dil dekha iqbaal mohabbat ka

ai chashm-e-haqiqat-bin dil ki hai bisat itni
ek chhoTa sa TukDa hai aaina-e-hasrat ka

kyun ishq ke jhagDe ko le jata hai uqba mein
kar KHatma duniya mein duniya ki musibat ka

ai 'qadr' hasinon ko main dil se na kyun chahun
jab husn-parasti bhi ek zauq hai fitrat ka

(602) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr Poetry

کوہ غم سے کیا غرض فکر بتاں سے کیا غرض

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Koh-e-gham Se Kya Gharaz Fikr-e-butan Se Kya Gharaz

خاموش اس طرح سے نہ جل کر دھواں اٹھا

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Khamosh Is Tarah Se Na Jal Kar Dhuan Utha

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Be-rabtiyon Ne Qadr Mitai Jo Rabt Ki

دنیا کو ہم سے کام نہ دنیا سے ہم کو کام

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Duniya Ko Humse Kaam Na Duniya Se Hum Ko Kaam

آتی ہے نظر اس میں اخلاص کی ہر صورت

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Aati Hai Nazar Usmein Ikhlas Ki Har Surat

نالۂ بے صوت خود بننے لگا مہر سکوت

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Nala-e-be-saut Khud Banne Laga Mohr-e-sukut

تیغ جفا کو تیری نہیں امتحاں سے ربط

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Tegh-e-jafa Ko Teri Nahin Imtihan Se Rabt

مشکل ہے پتہ چلنا قصوں سے محبت کا

Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr - ابوزاہد سید یحییٰ حسینی قدر

Mushkil Hai Pata Chalna Qisson Se Mohabbat Ka

You can read Mushkil Hai Pata Chalna Qisson Se Mohabbat Ka written by Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr at UrduPoint. Mushkil Hai Pata Chalna Qisson Se Mohabbat Ka is one of the masterpieces written by Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr. You can also find the complete poetry collection of Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abu Zahid Sayyad Yahya Husaini Qadr' above.

Mushkil Hai Pata Chalna Qisson Se Mohabbat Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mushkil Hai Pata Chalna Qisson Se Mohabbat Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.