In ShoKH Hasinon Ki Ada Aur Hi Kuchh Hai, Urdu Ghazal By Abul Kalam Azad

In ShoKH Hasinon Ki Ada Aur Hi Kuchh Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Abul Kalam Azad. In ShoKH Hasinon Ki Ada Aur Hi Kuchh Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read In ShoKH Hasinon Ki Ada Aur Hi Kuchh Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان شوخ حسینوں کی ادا اور ہی کچھ ہے

ابوالکلام آزاد

ان شوخ حسینوں کی ادا اور ہی کچھ ہے

اور ان کی اداؤں میں مزا اور ہی کچھ ہے

یہ دل ہے مگر دل میں بسا اور ہی کچھ ہے

دل آئینہ ہے جلوہ نما اور ہی کچھ ہے

ہم آپ کی محفل میں نہ آنے کو نہ آتے

کچھ اور ہی سمجھے تھے ہوا اور ہی کچھ ہے

بے خود بھی ہیں ہوشیار بھی ہیں دیکھنے والے

ان مست نگاہوں کی ادا اور ہی کچھ ہے

آزادؔ ہوں اور گیسوئے پیچاں میں گرفتار

کہہ دو مجھے کیا تم نے سنا اور ہی کچھ ہے

ابوالکلام آزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

In ShoKH Hasinon Ki Ada Aur Hi Kuchh Hai

Abul Kalam Azad

in shoKH hasinon ki ada aur hi kuchh hai
aur in ki adaon mein maza aur hi kuchh hai

ye dil hai magar dil mein basa aur hi kuchh hai
dil aaina hai jalwa-numa aur hi kuchh hai

hum aap ki mahfil mein na aane ko na aate
kuchh aur hi samjhe the hua aur hi kuchh hai

be-KHud bhi hain hoshiyar bhi hain dekhne wale
in mast nigahon ki ada aur hi kuchh hai

'azad' hun aur gesu-e-pechan mein giraftar
kah do mujhe kya tum ne suna aur hi kuchh hai

(1848) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read In ShoKH Hasinon Ki Ada Aur Hi Kuchh Hai written by Abul Kalam Azad at UrduPoint. In ShoKH Hasinon Ki Ada Aur Hi Kuchh Hai is one of the masterpieces written by Abul Kalam Azad. You can also find the complete poetry collection of Abul Kalam Azad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Abul Kalam Azad' above.

In ShoKH Hasinon Ki Ada Aur Hi Kuchh Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like In ShoKH Hasinon Ki Ada Aur Hi Kuchh Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.