Usi Tarah Ke Shab-o-roz Hain Wahi Duniya, Urdu Ghazal By Aftab Hussain

Usi Tarah Ke Shab-o-roz Hain Wahi Duniya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aftab Hussain. Usi Tarah Ke Shab-o-roz Hain Wahi Duniya comes under the Love, Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Usi Tarah Ke Shab-o-roz Hain Wahi Duniya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اسی طرح کے شب و روز ہیں وہی دنیا

آفتاب حسین

اسی طرح کے شب و روز ہیں وہی دنیا

پرانی خاک پہ تعمیر ہے نئی دنیا

میں اپنے آپ میں گم تھا مجھے خبر نہ ہوئی

گزر رہی تھی مجھے روندتی ہوئی دنیا

ہر آدمی کو یہ دنیا بدل کے رکھ دے گی

بدل سکا نہ اگر اب بھی آدمی دنیا

نئی ہوا کو مدد کے لیے پکارتی ہے

خود اپنی آگ میں جلتی ہوئی نئی دنیا

میں جس حوالے سے دنیا پہ غور کرتا ہوں

اسی طرح سے کبھی کاش سوچتی دنیا

میں اپنے اصل کی جانب رواں دواں ہوں اور

بلا رہی ہے مسلسل مجھے مری دنیا

آفتاب حسین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Usi Tarah Ke Shab-o-roz Hain Wahi Duniya

Aftab Hussain

usi tarah ke shab-o-roz hain wahi duniya
purani KHak pe tamir hai nai duniya

main apne aap mein gum tha mujhe KHabar na hui
guzar rahi thi mujhe raundti hui duniya

har aadmi ko ye duniya badal ke rakh degi
badal saka na agar ab bhi aadmi duniya

nai hawa ko madad ke liye pukarti hai
KHud apni aag mein jalti hui nai duniya

main jis hawale se duniya pe ghaur karta hun
usi tarah se kabhi kash sochti duniya

main apne asl ki jaanib rawan-dawan hun aur
bula rahi hai musalsal mujhe meri duniya

(771) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Usi Tarah Ke Shab-o-roz Hain Wahi Duniya written by Aftab Hussain at UrduPoint. Usi Tarah Ke Shab-o-roz Hain Wahi Duniya is one of the masterpieces written by Aftab Hussain. You can also find the complete poetry collection of Aftab Hussain by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aftab Hussain' above.

Usi Tarah Ke Shab-o-roz Hain Wahi Duniya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Usi Tarah Ke Shab-o-roz Hain Wahi Duniya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.