Ye Bhi Sach Hai Ki Sar Nahin Rahna, Urdu Ghazal By Aftab Navab

Ye Bhi Sach Hai Ki Sar Nahin Rahna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aftab Navab. Ye Bhi Sach Hai Ki Sar Nahin Rahna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Bhi Sach Hai Ki Sar Nahin Rahna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ بھی سچ ہے کہ سر نہیں رہنا

آفتاب نواب

یہ بھی سچ ہے کہ سر نہیں رہنا

اس زباں نے مگر نہیں رہنا

اب تو چپ ہوں کہ روٹھ جاؤ گے

پھر مجھے یہ بھی ڈر نہیں رہنا

میں بھی دے لوں گا حوصلہ خود کو

تم بھی جاؤ اگر نہیں رہنا

ہوں گے جب دیکھنے کے لائق ہم

کوئی اہل نظر نہیں رہنا

ہے خدا کا نظام خطرے میں

اس بشر نے بشر نہیں رہنا

آفتاب نواب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Bhi Sach Hai Ki Sar Nahin Rahna

Aftab Navab

ye bhi sach hai ki sar nahin rahna
is zaban ne magar nahin rahna

ab to chup hun ki ruTh jaoge
phir mujhe ye bhi Dar nahin rahna

main bhi de lunga hausla KHud ko
tum bhi jao agar nahin rahna

honge jab dekhne ke laeq hum
koi ahl-e-nazar nahin rahna

hai KHuda ka nizam KHatre mein
is bashar ne bashar nahin rahna

(650) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ye Bhi Sach Hai Ki Sar Nahin Rahna written by Aftab Navab at UrduPoint. Ye Bhi Sach Hai Ki Sar Nahin Rahna is one of the masterpieces written by Aftab Navab. You can also find the complete poetry collection of Aftab Navab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aftab Navab' above.

Ye Bhi Sach Hai Ki Sar Nahin Rahna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Bhi Sach Hai Ki Sar Nahin Rahna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.