ShaKH-e-arman Ki Wahi Be-sabri Aaj Bhi Hai, Urdu Ghazal By Ahmad Azimabadi

ShaKH-e-arman Ki Wahi Be-sabri Aaj Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Azimabadi. ShaKH-e-arman Ki Wahi Be-sabri Aaj Bhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ShaKH-e-arman Ki Wahi Be-sabri Aaj Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شاخ ارماں کی وہی بے صبری آج بھی ہے

احمد عظیم آبادی

شاخ ارماں کی وہی بے صبری آج بھی ہے

موجب گریۂ شام و سحری آج بھی ہے

وہی آئینہ بکف دیدہ وری آج بھی ہے

ان میں پہلے کی طرح خود نگری آج بھی ہے

سنگ باروں کے لیے درد سری آج بھی ہے

کل گراں تھی جو مری شیشہ‌ گری آج بھی ہے

آج بھی مورد الزام ہے معصوم نگاہ

جرم الزام سے کل بھی تھا بری آج بھی ہے

بات دشواریٔ منزل کی نئی بات نہیں

راہ پہلے بھی تھی کانٹوں سے بھری آج بھی ہے

احمد عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ShaKH-e-arman Ki Wahi Be-sabri Aaj Bhi Hai

Ahmad Azimabadi

shaKH-e-arman ki wahi be-sabri aaj bhi hai
mojib-e-girya-e-sham-o-sahri aaj bhi hai

wahi aaina-ba-kaf dida-wari aaj bhi hai
un mein pahle ki tarah KHud-nigari aaj bhi hai

sang-baron ke liye dard-sari aaj bhi hai
kal garan thi jo meri shisha-gari aaj bhi hai

aaj bhi morid-e-ilzam hai masum nigah
jurm ilzam se kal bhi tha bari aaj bhi hai

baat dushwari-e-manzil ki nai baat nahin
rah pahle bhi thi kanTon se bhari aaj bhi hai

(598) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ShaKH-e-arman Ki Wahi Be-sabri Aaj Bhi Hai written by Ahmad Azimabadi at UrduPoint. ShaKH-e-arman Ki Wahi Be-sabri Aaj Bhi Hai is one of the masterpieces written by Ahmad Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Azimabadi' above.

ShaKH-e-arman Ki Wahi Be-sabri Aaj Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like ShaKH-e-arman Ki Wahi Be-sabri Aaj Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.