Us Par To KHair Aasman Hai, Urdu Ghazal By Ahmad Azimabadi

Us Par To KHair Aasman Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Azimabadi. Us Par To KHair Aasman Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Us Par To KHair Aasman Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس پار تو خیر آسماں ہے

احمد عظیم آبادی

اس پار تو خیر آسماں ہے

اس پار اگر دھواں دھواں ہے

اندھا ہے غریب خوش گماں ہے

اور سامنے کھائی ہے کنواں ہے

دیوار کہن کے زیر سایہ

بالو کے محل کی داستاں ہے

جلتی ہوئی ریت کا سہارا

جلتی ہوئی ریت بھی کہاں ہے

پتھر کی لکیر کے علاوہ

مٹی کا دیا بھی درمیاں ہے

ہر شہر کے زیر پردہ جنگل

احمدؔ یہ مقام امتحاں ہے

احمد عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Par To KHair Aasman Hai

Ahmad Azimabadi

us par to KHair aasman hai
is par agar dhuan dhuan hai

andha hai gharib KHush-guman hai
aur samne khai hai kuan hai

diwar-e-kuhan ke zer-e-saya
baalu ke mahal ki dastan hai

jalti hui ret ka sahaara
jalti hui ret bhi kahan hai

patthar ki lakir ke alawa
miTTi ka diya bhi darmiyan hai

har shahr ke zer-e-parda jangal
'ahmad' ye maqam-e-imtihan hai

(628) ووٹ وصول ہوئے

You can read Us Par To KHair Aasman Hai written by Ahmad Azimabadi at UrduPoint. Us Par To KHair Aasman Hai is one of the masterpieces written by Ahmad Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Azimabadi' above.

Us Par To KHair Aasman Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Us Par To KHair Aasman Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.