Dariya Mein Dasht Dasht Mein Dariya Sarab Hai, Urdu Ghazal By Ahmad Khayal

Dariya Mein Dasht Dasht Mein Dariya Sarab Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Khayal. Dariya Mein Dasht Dasht Mein Dariya Sarab Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dariya Mein Dasht Dasht Mein Dariya Sarab Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دریا میں دشت دشت میں دریا سراب ہے

احمد خیال

دریا میں دشت دشت میں دریا سراب ہے

اس پوری کائنات میں کتنا سراب ہے

روزانہ اک فقیر لگاتا ہے یہ صدا

دنیا سراب ہے ارے دنیا سراب ہے

موسیٰ نے ایک خواب حقیقت بنا دیا

ویسے تو گہرے پانی میں رستہ سراب ہے

پوری طرح سے ہاتھ میں آیا نہیں کبھی

وہ حسن بے مثال بھی آدھا سراب ہے

کھلتا نہیں ہے ریت ہے پانی کہ اور کچھ

میری نظر کے سامنے پہلا سراب ہے

سورج کی تیز دھوپ میں دھوکہ ہر ایک شے

کالی گھٹا سی رات میں سایہ سراب ہے

احمد خیال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dariya Mein Dasht Dasht Mein Dariya Sarab Hai

Ahmad Khayal

dariya mein dasht dasht mein dariya sarab hai
is puri kaenat mein kitna sarab hai

rozana ek faqir lagata hai ye sada
duniya sarab hai are duniya sarab hai

musa ne ek KHwab-e-haqiqat bana diya
waise to gahre pani mein rasta sarab hai

puri tarah se hath mein aaya nahin kabhi
wo husn-e-be-misal bhi aadha sarab hai

khulta nahin hai ret hai pani ki aur kuchh
meri nazar ke samne pahla sarab hai

suraj ki tez dhup mein dhoka har ek shai
kali ghaTa si raat mein saya sarab hai

(791) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dariya Mein Dasht Dasht Mein Dariya Sarab Hai written by Ahmad Khayal at UrduPoint. Dariya Mein Dasht Dasht Mein Dariya Sarab Hai is one of the masterpieces written by Ahmad Khayal. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Khayal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Khayal' above.

Dariya Mein Dasht Dasht Mein Dariya Sarab Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dariya Mein Dasht Dasht Mein Dariya Sarab Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.