Mila Wo ShaKHs Magar Arsa-e-bahaar Ke Baad, Urdu Ghazal By Ahmad Raees

Mila Wo ShaKHs Magar Arsa-e-bahaar Ke Baad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Raees. Mila Wo ShaKHs Magar Arsa-e-bahaar Ke Baad comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mila Wo ShaKHs Magar Arsa-e-bahaar Ke Baad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ملا وہ شخص مگر عرصۂ بہار کے بعد

احمد رئیس

ملا وہ شخص مگر عرصۂ بہار کے بعد

ہزار چاند ستاروں کے انتظار کے بعد

زمیں پہ پھول کھلے ہیں تو کس زمانے میں

محبتوں سے مہکتے ہوئے دیار کے بعد

تری تلاش میں نکلے ہیں لاکھ دیوانے

بڑے عذاب بڑے ظلم و انتشار کے بعد

ہزار اہل تمنا سے ہم کلام رہا

مگر ملی نہ تسلی سکوت یار کے بعد

ہمارا حال تو اس سے کہے کوئی جا کر

کہ انتظار ہے اس کا ہر انتظار کے بعد

چراغ لالہ و گل ہیں کہ ہیں بہت روشن

وہی بہار ہے ہر موسم بہار کے بعد

احمد رئیس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mila Wo ShaKHs Magar Arsa-e-bahaar Ke Baad

Ahmad Raees

mila wo shaKHs magar arsa-e-bahaar ke baad
hazar chand sitaron ke intizar ke baad

zamin pe phul khile hain to kis zamane mein
mohabbaton se mahakte hue dayar ke baad

teri talash mein nikle hain lakh diwane
baDe azab baDe zulm-o-intishaar ke baad

hazar ahl-e-tamanna se ham-kalam raha
magar mili na tasalli sukut-e-yar ke baad

hamara haal to us se kahe koi ja kar
ki intizar hai us ka har intizar ke baad

charagh-e-lala-o-gul hain ki hain bahut raushan
wahi bahaar hai har mausam-e-bahaar ke baad

(589) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mila Wo ShaKHs Magar Arsa-e-bahaar Ke Baad written by Ahmad Raees at UrduPoint. Mila Wo ShaKHs Magar Arsa-e-bahaar Ke Baad is one of the masterpieces written by Ahmad Raees. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Raees by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Raees' above.

Mila Wo ShaKHs Magar Arsa-e-bahaar Ke Baad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mila Wo ShaKHs Magar Arsa-e-bahaar Ke Baad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.