Qaba-e-jaan Ko Sar-e-rah Tar-tar Na Kar, Urdu Ghazal By Ahmad Raees

Qaba-e-jaan Ko Sar-e-rah Tar-tar Na Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Raees. Qaba-e-jaan Ko Sar-e-rah Tar-tar Na Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qaba-e-jaan Ko Sar-e-rah Tar-tar Na Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قبائے جاں کو سر راہ تار تار نہ کر

احمد رئیس

قبائے جاں کو سر راہ تار تار نہ کر

یہ زندگی ہے اسے نذر انتشار نہ کر

ہم اہل دل ہیں محبت ہمارا شیوہ ہے

ہمارے ساتھ سیاست کا کاروبار نہ کر

جدا ہوا ہے تو مجھ کو نہ ڈھونڈ رستوں پر

بچھڑ گیا ہے تو اب میرا انتظار نہ کر

ہمیں نہ دیکھ ہمارے عمل کی کر توقیر

وجود اصل حقیقت کو سنگسار نہ کر

قبول ہم کو تری بے رخی کا ہر انداز

مگر تو یوں سر بازار ہم پہ وار نہ کر

اچھال پھر نہ فضا میں لہو کی یہ بوندیں

ستم کی تیغ کو یاروں کے دل کے پار نہ کر

احمد رئیس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qaba-e-jaan Ko Sar-e-rah Tar-tar Na Kar

Ahmad Raees

qaba-e-jaan ko sar-e-rah tar-tar na kar
ye zindagi hai ise nazr-e-intishaar na kar

hum ahl-e-dil hain mohabbat hamara shewa hai
hamare sath siyasat ka karobar na kar

juda hua hai to mujh ko na DhunD raston par
bichhaD gaya hai to ab mera intizar na kar

hamein na dekh hamare amal ki kar tauqir
wajud-e-asl-e-haqiqat ko sangsar na kar

qubul hum ko teri be-ruKHi ka har andaz
magar tu yun sar-e-bazar hum pe war na kar

uchhaal phir na faza mein lahu ki ye bunden
sitam ki tegh ko yaron ke dil ke par na kar

(613) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qaba-e-jaan Ko Sar-e-rah Tar-tar Na Kar written by Ahmad Raees at UrduPoint. Qaba-e-jaan Ko Sar-e-rah Tar-tar Na Kar is one of the masterpieces written by Ahmad Raees. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Raees by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Raees' above.

Qaba-e-jaan Ko Sar-e-rah Tar-tar Na Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qaba-e-jaan Ko Sar-e-rah Tar-tar Na Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.