Aasman-zad Zaminon Pe Kahin Nachte Hain, Urdu Ghazal By Ahmad Sagheer Siddiqui

Aasman-zad Zaminon Pe Kahin Nachte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Sagheer Siddiqui. Aasman-zad Zaminon Pe Kahin Nachte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aasman-zad Zaminon Pe Kahin Nachte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آسماں زاد زمینوں پہ کہیں ناچتے ہیں

احمد صغیر صدیقی

آسماں زاد زمینوں پہ کہیں ناچتے ہیں

ہم وہ پیکر ہیں سر عرش بریں ناچتے ہیں

اپنا یہ جسم تھرکتا ہے بس اپنی دھن پر

ہم کبھی اور کسی دھن پہ نہیں ناچتے ہیں

اپنے رنگوں کو تماشے کا کوئی شوق نہیں

مور جنگل میں ہی رہتے ہیں وہیں ناچتے ہیں

تن کے ڈیرے میں ہے جاں مست قلندر کی طرح

واہمے تھک کے جو رکتے ہیں یقیں ناچتے ہیں

کب سے اک خواب ہے آنکھوں میں کہ تعبیر بھی ہے

اس میں گاتے ہیں مکاں اور مکیں ناچتے ہیں

احمد صغیر صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aasman-zad Zaminon Pe Kahin Nachte Hain

Ahmad Sagheer Siddiqui

aasman-zad zaminon pe kahin nachte hain
hum wo paikar hain sar-e-arsh-e-barin nachte hain

apna ye jism thirakta hai bas apni dhun par
hum kabhi aur kisi dhun pe nahin nachte hain

apne rangon ko tamashe ka koi shauq nahin
mor jangal mein hi rahte hain wahin nachte hain

tan ke Dere mein hai jaan mast qalandar ki tarah
wahime thak ke jo rukte hain yaqin nachte hain

kab se ek KHwab hai aankhon mein ki tabir bhi hai
us mein gate hain makan aur makin nachte hain

(1208) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aasman-zad Zaminon Pe Kahin Nachte Hain written by Ahmad Sagheer Siddiqui at UrduPoint. Aasman-zad Zaminon Pe Kahin Nachte Hain is one of the masterpieces written by Ahmad Sagheer Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Sagheer Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Sagheer Siddiqui' above.

Aasman-zad Zaminon Pe Kahin Nachte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aasman-zad Zaminon Pe Kahin Nachte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.