Main Fath-e-zat Manzar Tak Na Pahuncha, Urdu Ghazal By Ahmad Shanas

Main Fath-e-zat Manzar Tak Na Pahuncha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Shanas. Main Fath-e-zat Manzar Tak Na Pahuncha comes under the category of Urdu Ghazal. You can read Main Fath-e-zat Manzar Tak Na Pahuncha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں فتح ذات منظر تک نہ پہنچا

احمد شناس

میں فتح ذات منظر تک نہ پہنچا

مرا تیشہ مرے سر تک نہ پہنچا

اسے معمار لکھا بستیوں نے

کہ جو پہلے ہی پتھر تک نہ پہنچا

تجارت دل کی دھڑکن گن رہی ہے

تعلق لطف منظر تک نہ پہنچا

شگفتہ گال تیکھے خط کا موسم

دوبارہ نخل پیکر تک نہ پہنچا

بہت چھوٹا سفر تھا زندگی کا

میں اپنے گھر کے اندر تک نہ پہنچا

یہ کیسا پیاس کا موسم ہے احمدؔ

سمندر دیدۂ تر تک نہ پہنچا

احمد شناس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Fath-e-zat Manzar Tak Na Pahuncha

Ahmad Shanas

main fath-e-zat manzar tak na pahuncha
mera tesha mere sar tak na pahuncha

use memar likkha bastiyon ne
ki jo pahle hi patthar tak na pahuncha

tijarat dil ki dhaDkan gin rahi hai
talluq lutf-e-manzar tak na pahuncha

shagufta gal tikhe KHat ka mausam
dobara naKHl-e-paikar tak na pahuncha

bahut chhoTa safar tha zindagi ka
main apne ghar ke andar tak na pahuncha

ye kaisa pyas ka mausam hai 'ahmad'
samundar dida-e-tar tak na pahuncha

(878) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Fath-e-zat Manzar Tak Na Pahuncha written by Ahmad Shanas at UrduPoint. Main Fath-e-zat Manzar Tak Na Pahuncha is one of the masterpieces written by Ahmad Shanas. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Shanas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Shanas' above.

Main Fath-e-zat Manzar Tak Na Pahuncha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Fath-e-zat Manzar Tak Na Pahuncha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.