KHwabon Ki Haqiqat, Urdu Nazam By Ahmad Wasi

KHwabon Ki Haqiqat is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Ahmad Wasi. KHwabon Ki Haqiqat comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read KHwabon Ki Haqiqat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوابوں کی حقیقت

احمد وصی

بچہ

ممی مجھ کو باتوں سے بہلاؤ نا

کیا ہوتے ہیں خواب مجھے بتلاؤ نا

مجھے بتاؤ کیا خوابوں کی حقیقت ہے

کیوں کر کیسے اتنی پیاری جنت ہے

کیا یہ سچ ہے دودھ کی نہریں بہتی ہیں

وہاں کہیں کیا رنگین پریاں رہتی ہیں

ماں

میرے منے غور سے سن جو سناتی ہوں

تجھے حقیقت خوابوں کی سمجھاتی ہوں

خواب ہماری عقل کا پیدا جذبہ ہے

سچ پوچھو تو خواب فقط اک دھوکہ ہے

خواب ہماری فکر اور سوچ کی جنت ہے

خواب نہیں کچھ اس کی یہی حقیقت ہے

احمد وصی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwabon Ki Haqiqat

Ahmad Wasi

bachcha
mammy mujh ko baaton se bahlao na
kya hote hain KHwab mujhe batlao na
mujhe batao kya KHwabon ki haqiqat hai
kyun-kar kaise itni pyari jannat hai
kya ye sach hai dudh ki nahren bahti hain
wahan kahin kya rangin pariyan rahti hain
man
mere munne ghaur se sun jo sunati hun
tujhe haqiqat KHwabon ki samjhati hun
KHwab hamari aql ka paida jazba hai
sach puchho to KHwab faqat ek dhoka hai
KHwab hamari fikr aur soch ki jannat hai
KHwab nahin kuchh is ki yahi haqiqat hai

(974) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwabon Ki Haqiqat written by Ahmad Wasi at UrduPoint. KHwabon Ki Haqiqat is one of the masterpieces written by Ahmad Wasi. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Wasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Wasi' above.

KHwabon Ki Haqiqat is a widely read Urdu Nazam. If you like KHwabon Ki Haqiqat, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.