Kirnon Ki Shahzadi, Urdu Nazam By Ahmad Wasi

Kirnon Ki Shahzadi is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Ahmad Wasi. Kirnon Ki Shahzadi comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Kirnon Ki Shahzadi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کرنوں کی شہزادی

احمد وصی

نیل گگن کے ساگر میں یہ چاند کی کشتی ڈول رہی ہے

جیسے ایک سنہری تتلی اڑنے کو پر تول رہی ہے

لوگ یہ کہتے ہیں کشتی میں چاند کی بڑھیا ہوتی ہے

راتوں کو جاگا کرتی ہے اور دن بھر وہ سوتی ہے

لیکن میں نے یہ بھی سنا ہے چاند میں اک آبادی ہے

اس کشتی کو کھینے والی کرنوں کی شہزادی ہے

یہ شہزادی اندھیارے کا راج مٹانے آتی ہے

رات کے در تک اجیارے کا دیپ جلانے آتی ہے

یہ شہزادی صبح کو نظروں سے اوجھل ہو جاتی ہے

اور کسی گمنام جزیرے میں جا کر سو جاتی ہے

میں بستر پر چپ لیٹا ہوں رات جہاں سے بھاگ رہی ہے

کرنوں کی شہزادی لیکن صبح کی فکر میں جاگ رہی ہے

احمد وصی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kirnon Ki Shahzadi

Ahmad Wasi

nil-gagan ke sagar mein ye chand ki kashti Dol rahi hai
jaise ek sunahri titli uDne ko par taul rahi hai
log ye kahte hain kashti mein chand ki buDhiya hoti hai
raaton ko jaga karti hai aur din bhar wo soti hai
lekin main ne ye bhi suna hai chand mein ek aabaadi hai
is kashti ko khene wali kirnon ki shahzadi hai
ye shahzadi andhiyare ka raj miTane aati hai
raat ke dar tak ujiyare ka dip jalane aati hai
ye shahzadi subh ko nazron se ojhal ho jati hai
aur kisi gumnam jazire mein ja kar so jati hai
main bistar par chup leTa hun raat jahan se bhag rahi hai
kirnon ki shahzadi lekin subh ki fikr mein jag rahi hai

(1230) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kirnon Ki Shahzadi written by Ahmad Wasi at UrduPoint. Kirnon Ki Shahzadi is one of the masterpieces written by Ahmad Wasi. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Wasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Wasi' above.

Kirnon Ki Shahzadi is a widely read Urdu Nazam. If you like Kirnon Ki Shahzadi, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.