Nargis Aur Bazgasht, Urdu Nazam By Ain Rashid

Nargis Aur Bazgasht is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Ain Rashid. Nargis Aur Bazgasht comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Nazam. You can read Nargis Aur Bazgasht on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نرگس اور بازگشت

عین رشید

ہزاروں سال سے اس کی بجھی آنکھیں

پر نم ہیں

اس مرتعش پیکر کے لیے

جس کا عکس

جھیل کے شیتل جل کی لہروں میں

مرتعش ہے

چمن میں کوئی دیدہ ور پیدا ہو یا نہ ہو

بھلا اس سے اس کا کیا لینا دینا

اور فضا میں صرف ڈیڑھ جملے گونج رہے ہیں

غبار عشق میں تنہا اٹھا کے لایا ہوں

اور بازگشت تنہا اٹھا کے لایا ہوں

لایا ہوں لایا ہوں

عین رشید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nargis Aur Bazgasht

Ain Rashid

hazaron sal se us ki bujhi aankhen
pur-nam hain
us murtaish paikar ke liye
jis ka aks
jhil ke shital jal ki lahron mein
murtaish hai
chaman mein koi dida-war paida ho ya na ho
bhala us se us ka kya lena dena
aur faza mein sirf DeDh jumle gunj rahe hain
ghubar-e-ishq main tanha uTha ke laya hun
aur bazgasht tanha uTha ke laya hun
laya hun laya hun

(858) ووٹ وصول ہوئے

You can read Nargis Aur Bazgasht written by Ain Rashid at UrduPoint. Nargis Aur Bazgasht is one of the masterpieces written by Ain Rashid. You can also find the complete poetry collection of Ain Rashid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ain Rashid' above.

Nargis Aur Bazgasht is a widely read Urdu Nazam. If you like Nargis Aur Bazgasht, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.