Zulmaton Mein Go Thaharne Ko Thahar Jate Hain Log, Urdu Ghazal By Aish Barni

Zulmaton Mein Go Thaharne Ko Thahar Jate Hain Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aish Barni. Zulmaton Mein Go Thaharne Ko Thahar Jate Hain Log comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Zulmaton Mein Go Thaharne Ko Thahar Jate Hain Log on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ظلمتوں میں گو ٹھہرنے کو ٹھہر جاتے ہیں لوگ

عیش برنی

ظلمتوں میں گو ٹھہرنے کو ٹھہر جاتے ہیں لوگ

اہل‌‌ منزل کی نگاہوں سے اتر جاتے ہیں لوگ

کل تلک تو حسن کی معصومیت مشکوک تھی

اب خلوص عشق پر بھی چوٹ کر جاتے ہیں لوگ

راہ میں اب وہ در جاناں ہو یا دیر و حرم

سر اٹھائے بے نیازانہ گزر جاتے ہیں لوگ

زندگی کی بے ثباتی کا کوئی رونا نہیں

ہائے وہ حالات جب بے موت مر جاتے ہیں لوگ

شیخ صاحب ہم سیہ بختوں کا پیچھا چھوڑیئے

شام ہوتی ہے تو اپنے اپنے گھر جاتے ہیں لوگ

عیش برنی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zulmaton Mein Go Thaharne Ko Thahar Jate Hain Log

Aish Barni

zulmaton mein go Thaharne ko Thahar jate hain log
ahl-e-manzil ki nigahon se utar jate hain log

kal talak to husn ki masumiyat mashkuk thi
ab KHulus-e-ishq par bhi choT kar jate hain log

rah mein ab wo dar-e-jaanan ho ya dair-o-haram
sar uThae be-niyazana guzar jate hain log

zindagi ki be-sabaati ka koi rona nahin
hae wo haalat jab be-maut mar jate hain log

shaiKH-sahib hum siyah-baKHton ka pichha chhoDiye
sham hoti hai to apne apne ghar jate hain log

(474) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zulmaton Mein Go Thaharne Ko Thahar Jate Hain Log written by Aish Barni at UrduPoint. Zulmaton Mein Go Thaharne Ko Thahar Jate Hain Log is one of the masterpieces written by Aish Barni. You can also find the complete poetry collection of Aish Barni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aish Barni' above.

Zulmaton Mein Go Thaharne Ko Thahar Jate Hain Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zulmaton Mein Go Thaharne Ko Thahar Jate Hain Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.