Kaun Sunta Hai Sirf Zat Ki Baat, Urdu Ghazal By Akhtar Ansari Akbarabadi

Kaun Sunta Hai Sirf Zat Ki Baat is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Ansari Akbarabadi. Kaun Sunta Hai Sirf Zat Ki Baat comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaun Sunta Hai Sirf Zat Ki Baat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کون سنتا ہے صرف ذات کی بات

اختر انصاری اکبرآبادی

کون سنتا ہے صرف ذات کی بات

لب پہ ہے میرے کائنات کی بات

کیوں شکن پڑ گئی ہے ابرو پر

میں تو کہتا ہوں ایک بات کی بات

شمع روتی ہے تارے ڈوبتے ہیں

اب فسانہ بنے گی رات کی بات

صبح نو مسکرانے والی ہے

کیا کہیں شب کے حادثات کی بات

مضطرب ہو رہے ہیں دیوانے

ہے تمہاری نوازشات کی بات

بزم اخترؔ میں کیوں خموش ہو تم

ہے یہ بے جا تکلفات کی بات

اختر انصاری اکبرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaun Sunta Hai Sirf Zat Ki Baat

Akhtar Ansari Akbarabadi

kaun sunta hai sirf zat ki baat
lab pe hai mere kaenat ki baat

kyun shikan paD gai hai abru par
main to kahta hun ek baat ki baat

shama roti hai tare Dubte hain
ab fasana banegi raat ki baat

subh-e-nau muskurane wali hai
kya kahen shab ke hadsat ki baat

muztarib ho rahe hain diwane
hai tumhaari nawazishat ki baat

bazm-e-'aKHtar' mein kyun KHamosh ho tum
hai ye beja takallufat ki baat

(652) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaun Sunta Hai Sirf Zat Ki Baat written by Akhtar Ansari Akbarabadi at UrduPoint. Kaun Sunta Hai Sirf Zat Ki Baat is one of the masterpieces written by Akhtar Ansari Akbarabadi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Ansari Akbarabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Ansari Akbarabadi' above.

Kaun Sunta Hai Sirf Zat Ki Baat is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaun Sunta Hai Sirf Zat Ki Baat, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.