Koi Chaudhwin-raat Ka Chand Ban Kar Tumhaare Tasawwur Mein Aaya To Hoga, Urdu Ghazal By Akhtar Azad

Koi Chaudhwin-raat Ka Chand Ban Kar Tumhaare Tasawwur Mein Aaya To Hoga is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Azad. Koi Chaudhwin-raat Ka Chand Ban Kar Tumhaare Tasawwur Mein Aaya To Hoga comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Koi Chaudhwin-raat Ka Chand Ban Kar Tumhaare Tasawwur Mein Aaya To Hoga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی چودھویں رات کا چاند بن کر تمہارے تصور میں آیا تو ہوگا

اختر آزاد

کوئی چودھویں رات کا چاند بن کر تمہارے تصور میں آیا تو ہوگا

کسی سے تو کی ہوگی تم نے محبت کسی کو گلے سے لگایا تو ہوگا

لبوں سے محبت کا جادو جگا کے بھری بزم میں سب سے نظریں بچا کے

نگاہوں کے رستے سے دل میں سما کے کسی نے تمہیں بھی چرایا تو ہوگا

تمہارے خیالوں کی انگنائیوں میں مری یاد کے پھول مہکے تو ہوں گے

کبھی اپنی آنکھوں کے کاجل سے تم نے مرا نام لکھ کر مٹایا تو ہوگا

کبھی آئنے سے نگاہیں ملا کر جو لی ہوگی بھرپور انگڑائی تو نے

تو گھبرا کے خود تیری انگڑائیوں نے ترے حسن کو گدگدایا تو ہوگا

نگاہوں میں شمع تمنا جلا کر تکی ہوں گی تم نے بھی راہیں کسی کی

کسی نے تو وعدہ کیا ہوگا تم سے کسی نے تو تم کو رلایا تو ہوگا

جدا ہو گیا ہوگا جب کوئی تم سے دیا ہوگا جب تم کو دھوکا کسی نے

ہماری وفا یاد آئی تو ہوگی ہمیں اپنے نزدیک پایا تو ہوگا

اختر آزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Chaudhwin-raat Ka Chand Ban Kar Tumhaare Tasawwur Mein Aaya To Hoga

Akhtar Azad

koi chaudhwin-raat ka chand ban kar tumhaare tasawwur mein aaya to hoga
kisi se to ki hogi tum ne mohabbat kisi ko gale se lagaya to hoga

labon se mohabbat ka jadu jaga ke bhari bazm mein sab se nazren bacha ke
nigahon ke raste se dil mein sama ke kisi ne tumhein bhi churaya to hoga

tumhaare KHayalon ki angnaiyon mein meri yaad ke phul mahke to honge
kabhi apni aankhon ke kajal se tum ne mera nam likh kar miTaya to hoga

kabhi aaine se nigahen mila kar jo li hogi bharpur angDai tu ne
to ghabra ke KHud teri angDaiyon ne tere husn ko gudgudaya to hoga

nigahon mein sham-e-tamanna jala kar taki hongi tum ne bhi rahen kisi ki
kisi ne to wada kiya hoga tum se kisi ne to tum ko rulaya to hoga

juda ho gaya hoga jab koi tum se diya hoga jab tum ko dhoka kisi ne
hamari wafa yaad aai to hogi hamein apne nazdik paya to hoga

(934) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Chaudhwin-raat Ka Chand Ban Kar Tumhaare Tasawwur Mein Aaya To Hoga written by Akhtar Azad at UrduPoint. Koi Chaudhwin-raat Ka Chand Ban Kar Tumhaare Tasawwur Mein Aaya To Hoga is one of the masterpieces written by Akhtar Azad. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Azad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Azad' above.

Koi Chaudhwin-raat Ka Chand Ban Kar Tumhaare Tasawwur Mein Aaya To Hoga is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Chaudhwin-raat Ka Chand Ban Kar Tumhaare Tasawwur Mein Aaya To Hoga, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.