Qurbat Aur Duri, Urdu Nazam By Akhtar Bastavi

Qurbat Aur Duri is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Akhtar Bastavi. Qurbat Aur Duri comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Qurbat Aur Duri on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قربت اور دوری

اختر بستوی

جذبۂ مذہب سیاست کا خروش

علم کی جہد مسلسل فن کا جوش

آدمی کی سمت ہے سب کا جھکاؤ

سب کو ہے انساں سے بنیادی لگاؤ

بات یہ ان سب کے ہے مد نظر

آدمی سے ہوں سدا نزدیک تر

سب کو قرب انسان کا منظور ہے

آدمی ہی آدمی سے دور ہے

اختر بستوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qurbat Aur Duri

Akhtar Bastavi

jazba-e-mazhab siyasat ka KHarosh
ilm ki jehd-e-musalsal fan ka josh
aadmi ki samt hai sab ka jhukao
sab ko hai insan se buniyaadi lagao
baat ye un sab ke hai madd-e-nazar
aadmi se hon sada nazdik-tar
sab ko qurb insan ka manzur hai
aadmi hi aadmi se dur hai

(1113) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qurbat Aur Duri written by Akhtar Bastavi at UrduPoint. Qurbat Aur Duri is one of the masterpieces written by Akhtar Bastavi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Bastavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Bastavi' above.

Qurbat Aur Duri is a widely read Urdu Nazam. If you like Qurbat Aur Duri, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.