Wo Jis Ke Hisse Mein Dard-e-jigar Nahin Aata, Urdu Ghazal By Akhtar Gwaliori

Wo Jis Ke Hisse Mein Dard-e-jigar Nahin Aata is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Gwaliori. Wo Jis Ke Hisse Mein Dard-e-jigar Nahin Aata comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Jis Ke Hisse Mein Dard-e-jigar Nahin Aata on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ جس کے حصے میں درد جگر نہیں آتا

اختر گوالیاری

وہ جس کے حصے میں درد جگر نہیں آتا

اس آدمی کی دعا میں اثر نہیں آتا

میں آئنہ ہوں جو دیکھوں گا وہ دکھاؤں گا

فریب دینے کا مجھ کو ہنر نہیں آتا

غبار راہ سے بچ بچ کے چلنے والوں کو

تمام عمر شعور سفر نہیں آتا

دیار زیست کو کیا ہو گیا کہ دور تلک

اداسیوں کے سوا کچھ نظر نہیں آتا

حکومتیں مری انگلی پہ رقص کرتی ہیں

یہ کیا کہا کہ مجھے کچھ ہنر نہیں آتا

یہ وقت ایسا پرندہ ہے جو کہ اے اخترؔ

جو اڑ گیا تو کبھی لوٹ کر نہیں آتا

اختر گوالیاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Jis Ke Hisse Mein Dard-e-jigar Nahin Aata

Akhtar Gwaliori

wo jis ke hisse mein dard-e-jigar nahin aata
us aadmi ki dua mein asar nahin aata

main aaina hun jo dekhunga wo dikhaunga
fareb dene ka mujh ko hunar nahin aata

ghubar-e-rah se bach bach ke chalne walon ko
tamam umr shuur-e-safar nahin aata

dayar-e-zist ko kya ho gaya ki dur talak
udasiyon ke siwa kuchh nazar nahin aata

hukumaten meri ungli pe raqs karti hain
ye kya kaha ki mujhe kuchh hunar nahin aata

ye waqt aisa parinda hai jo ki ai 'aKHtar'
jo uD gaya to kabhi lauT kar nahin aata

(850) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Jis Ke Hisse Mein Dard-e-jigar Nahin Aata written by Akhtar Gwaliori at UrduPoint. Wo Jis Ke Hisse Mein Dard-e-jigar Nahin Aata is one of the masterpieces written by Akhtar Gwaliori. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Gwaliori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Gwaliori' above.

Wo Jis Ke Hisse Mein Dard-e-jigar Nahin Aata is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Jis Ke Hisse Mein Dard-e-jigar Nahin Aata, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.