Lazzat-e-dard Ka Kuchh Tujhko Pata Hai Ki Nahin, Urdu Ghazal By Alam Faizabadi

Lazzat-e-dard Ka Kuchh Tujhko Pata Hai Ki Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Alam Faizabadi. Lazzat-e-dard Ka Kuchh Tujhko Pata Hai Ki Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lazzat-e-dard Ka Kuchh Tujhko Pata Hai Ki Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لذت درد کا کچھ تجھ کو پتا ہے کہ نہیں

عالم فیض آبادی

لذت درد کا کچھ تجھ کو پتا ہے کہ نہیں

ناصحا تو نے کبھی عشق کیا ہے کہ نہیں

باتوں باتوں میں نہ بہلائیے سچ سچ کہیے

آپ کے پاس مرے دل کی دوا ہے کہ نہیں

وہ جو رکھتے ہیں اسے دیر و حرم تک محدود

آ کے دیکھیں کہ یہاں پر بھی خدا ہے کہ نہیں

کرتے پھرتے ہیں مسیحائی جو دنیا بھر میں

حالت دل کا مری ان کو پتا ہے کہ نہیں

جب سے دیکھی ہے تری سانولی صورت میں نے

سوچتا ہوں کہ کوئی اور خدا ہے کہ نہیں

اپنی آنکھوں سے پلائی تھی کبھی تو نے جو مے

نشہ اس کا مری آنکھوں میں پھلا ہے کہ نہیں

وصل کی بات جو کرتے ہیں بتائیں پہلے

رات کی رات کوئی دل میں رہا ہے کہ نہیں

ڈھونڈتے پھرتے ہیں خود اس کو وہ دیوانے سے

دیکھو عالمؔ کا کہیں کوئی پتا ہے کہ نہیں

عالم فیض آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lazzat-e-dard Ka Kuchh Tujhko Pata Hai Ki Nahin

Alam Faizabadi

lazzat-e-dard ka kuchh tujh ko pata hai ki nahin
naseha tu ne kabhi ishq kiya hai ki nahin

baaton baaton mein na bahlaiye sach sach kahiye
aap ke pas mere dil ki dawa hai ki nahin

wo jo rakhte hain use dair-o-haram tak mahdud
aa ke dekhen ki yahan par bhi KHuda hai ki nahin

karte phirte hain masihai jo duniya bhar mein
haalat-e-dil ka meri un ko pata hai ki nahin

jab se dekhi hai teri sanwli surat main ne
sochta hun ki koi aur KHuda hai ki nahin

apni aankhon se pilai thi kabhi tu ne jo mai
nashsha us ka meri aankhon mein phala hai ki nahin

wasl ki baat jo karte hain bataen pahle
raat ki raat koi dil mein raha hai ki nahin

DhunDte phirte hain KHud us ko wo diwane se
dekho 'alam' ka kahin koi pata hai ki nahin

(600) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lazzat-e-dard Ka Kuchh Tujhko Pata Hai Ki Nahin written by Alam Faizabadi at UrduPoint. Lazzat-e-dard Ka Kuchh Tujhko Pata Hai Ki Nahin is one of the masterpieces written by Alam Faizabadi. You can also find the complete poetry collection of Alam Faizabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Alam Faizabadi' above.

Lazzat-e-dard Ka Kuchh Tujhko Pata Hai Ki Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lazzat-e-dard Ka Kuchh Tujhko Pata Hai Ki Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.