Aise Raste Pe Aa Gaya Hun Main, Urdu Ghazal By Alamdar Adam

Aise Raste Pe Aa Gaya Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Alamdar Adam. Aise Raste Pe Aa Gaya Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aise Raste Pe Aa Gaya Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایسے رستے پہ آ گیا ہوں میں

علمدار عدم

ایسے رستے پہ آ گیا ہوں میں

جیسے پتھر کوئی ہے یا ہوں میں

اس نے پوچھا حیات کا قصہ

کیا بتاؤں گا سوچتا ہوں میں

وقت گھڑیوں کے درمیاں ہے کہیں

سارے محور پہ گھومتا ہوں میں

مجھ سے پوچھو نہ ماجرا دل کا

ریزہ ریزہ جدا جدا ہوں میں

مجھ سے کہتی ہے میری خاموشی

شور کرتا ہوں چیختا ہوں میں

اب تو اک نام ہے زمانے میں

اب تو نقشے پہ آ گیا ہوں میں

میرے اندر ہزار ہا چہرے

کتنا مربوط آئنہ ہوں میں

عشق کرتا ہے اپنی من مانی

تم سمجھتے ہو سر پھرا ہوں میں

کس نے مجھ کو عدمؔ پکارا ہے

کس کا لہجہ ہے دیکھتا ہوں میں

علمدار عدم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aise Raste Pe Aa Gaya Hun Main

Alamdar Adam

aise raste pe aa gaya hun main
jaise patthar koi hai ya hun main

us ne puchha hayat ka qissa
kya bataunga sochta hun main

waqt ghaDiyon ke darmiyan hai kahin
sare mehwar pe ghumta hun main

mujh se puchho na majra dil ka
reza-reza juda juda hun main

mujh se kahti hai meri KHamoshi
shor karta hun chiKHta hun main

ab to ek nam hai zamane mein
ab to naqshe pe aa gaya hun main

mere andar hazar-ha chehre
kitna marbut aaina hun mein

ishq karta hai apni man-mani
tum samajhte ho sar-phira hun main

kis ne mujh ko 'adam' pukara hai
kis ka lahja hai dekhta hun main

(1373) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aise Raste Pe Aa Gaya Hun Main written by Alamdar Adam at UrduPoint. Aise Raste Pe Aa Gaya Hun Main is one of the masterpieces written by Alamdar Adam. You can also find the complete poetry collection of Alamdar Adam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Alamdar Adam' above.

Aise Raste Pe Aa Gaya Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aise Raste Pe Aa Gaya Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.