Use Bhi LauT Kar Aana Nahin Tha, Urdu Ghazal By Alamdar Adam

Use Bhi LauT Kar Aana Nahin Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Alamdar Adam. Use Bhi LauT Kar Aana Nahin Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Use Bhi LauT Kar Aana Nahin Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اسے بھی لوٹ کر آنا نہیں تھا

علمدار عدم

اسے بھی لوٹ کر آنا نہیں تھا

وہ جس کے سامنے رستہ نہیں تھا

اسی کے خواب دیکھے جا رہے تھے

جسے ہم نے کبھی دیکھا نہیں تھا

ہمارا ظاہر و باطن مکمل

کسی کے عشق میں ڈوبا نہیں تھا

اسی امید پر زندہ تھے اب تک

مسیحا لوٹ کر آیا نہیں تھا

سروں کی بھیڑ تھی حد نظر تک

مگر ان میں کوئی زندہ نہیں تھا

گھنے پیڑوں کی مجبوری تو دیکھو

کہیں بھی دور تک سایہ نہیں تھا

علمدار عدم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Use Bhi LauT Kar Aana Nahin Tha

Alamdar Adam

use bhi lauT kar aana nahin tha
wo jis ke samne rasta nahin tha

usi ke KHwab dekhe ja rahe the
jise hum ne kabhi dekha nahin tha

hamara zahir-o-baatin mukammal
kisi ke ishq mein Duba nahin tha

isi ummid par zinda the ab tak
masiha lauT kar aaya nahin tha

saron ki bhiD thi hadd-e-nazar tak
magar un mein koi zinda nahin tha

ghane peDon ki majburi to dekho
kahin bhi dur tak saya nahin tha

(626) ووٹ وصول ہوئے

You can read Use Bhi LauT Kar Aana Nahin Tha written by Alamdar Adam at UrduPoint. Use Bhi LauT Kar Aana Nahin Tha is one of the masterpieces written by Alamdar Adam. You can also find the complete poetry collection of Alamdar Adam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Alamdar Adam' above.

Use Bhi LauT Kar Aana Nahin Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Use Bhi LauT Kar Aana Nahin Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.