Ajnabi Shahr Mein, Urdu Nazam By Ali Asghar

Ajnabi Shahr Mein is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Ali Asghar. Ajnabi Shahr Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Ajnabi Shahr Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اجنبی شہر میں

علی اصغر

اجنبی شہر میں

اجنبیت کا احساس ہوتا نہیں

پھول پتے ہرے پیڑ پرچھائیاں

اونچی نیچی عمارات سڑکیں گلی کوچے بازار

مسکراتے ہوئے راستے

کتنے مانوس ہیں

ہر طرف روح پرور سکوں

دل کی گہرائیوں سے مخاطب ہے

ٹھنڈی ہوا

ذہن کے تانے بانے بدلنے لگی

زندہ رہنے کی خواہش مچلنے لگی

رات ڈھلنے لگی

زندگی بھول ہے

زندگی پھول ہے

پھول کا رنگ ہے

پھول کی باس ہے

دل مرے پاس ہے

علی اصغر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ajnabi Shahr Mein

Ali Asghar

ajnabi shahr mein
ajnabiyyat ka ehsas hota nahin
phul patte hare peD parchhaiyan
unchi nichi imaraat saDken gali kuche bazar
muskuraate hue raste
kitne manus hain
har taraf ruh-parwar sukun
dil ki gahraiyon se muKHatib hai
ThanDi hawa
zehn ke tane-bane badalne lagi
zinda rahne ki KHwahish machalne lagi
raat Dhalne lagi
zindagi bhul hai
zindagi phul hai
phul ka rang hai
phul ki bas hai
dil mere pas hai

(563) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ajnabi Shahr Mein written by Ali Asghar at UrduPoint. Ajnabi Shahr Mein is one of the masterpieces written by Ali Asghar. You can also find the complete poetry collection of Ali Asghar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ali Asghar' above.

Ajnabi Shahr Mein is a widely read Urdu Nazam. If you like Ajnabi Shahr Mein, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.