Kisi Charagh Ki KHwahish Na Justuju Mujhko, Urdu Ghazal By Ali Qaisar

Kisi Charagh Ki KHwahish Na Justuju Mujhko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ali Qaisar. Kisi Charagh Ki KHwahish Na Justuju Mujhko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Charagh Ki KHwahish Na Justuju Mujhko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی چراغ کی خواہش نہ جستجو مجھ کو

علی قیصر

کسی چراغ کی خواہش نہ جستجو مجھ کو

میں خود میں جلتا رہوں یہ ہے آرزو مجھ کو

یہ اپنا آپ سمیٹا ہے میں نے مشکل سے

بکھر نہ جاؤں کہیں اس طرح نہ چھو مجھ کو

کسی کو فکر نہیں تھی میرے سوا تیری

وگر نہ بھول نہ جاتی کبھی کی تو مجھ کو

صلیب و نوک سناں شوک خود سری ہے مرا

ڈرا رہا ہے انہیں سے مرا عدو مجھ کو

دیا تھا اذن تکلم جسے کبھی میں نے

سکھا رہا ہے وہ انداز گفتگو مجھ کو

علی قیصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Charagh Ki KHwahish Na Justuju Mujhko

Ali Qaisar

kisi charagh ki KHwahish na justuju mujh ko
main KHud mein jalta rahun ye hai aarzu mujh ko

ye apna aap sameTa hai main ne mushkil se
bikhar na jaun kahin is tarah na chhu mujh ko

kisi ko fikr nahin thi mere siwa teri
wagar na bhul na jati kabhi ki tu mujh ko

salib-o-nok-e-sinan shok KHud-sari hai mera
Dara raha hai inhin se mera adu mujh ko

diya tha izn-e-takallum jise kabhi main ne
sikha raha hai wo andaz-e-guftugu mujh ko

(922) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Charagh Ki KHwahish Na Justuju Mujhko written by Ali Qaisar at UrduPoint. Kisi Charagh Ki KHwahish Na Justuju Mujhko is one of the masterpieces written by Ali Qaisar. You can also find the complete poetry collection of Ali Qaisar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ali Qaisar' above.

Kisi Charagh Ki KHwahish Na Justuju Mujhko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Charagh Ki KHwahish Na Justuju Mujhko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.