Hasin KHwab Safar Ke Dikha Gaya Hai Kaun, Urdu Ghazal By Ali Wijdan

Hasin KHwab Safar Ke Dikha Gaya Hai Kaun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ali Wijdan. Hasin KHwab Safar Ke Dikha Gaya Hai Kaun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hasin KHwab Safar Ke Dikha Gaya Hai Kaun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حسین خواب سفر کے دکھا گیا ہے کون

علی وجدان

حسین خواب سفر کے دکھا گیا ہے کون

بدن میں آگ سی یارو لگا گیا ہے کون

اداس رات میں تارے ابھر کے ڈوب گئے

یہ آج بزم طرب سے چلا گیا ہے کون

پڑی ہوئی تھی جو بنجر زمین مدت سے

ہنر کے پیڑ یہ اس میں اگا گیا ہے کون

نہ اب کے موسم گل کا بھی انکشاف ہوا

دیے جلا کے یہ آنکھیں بجھا گیا ہے کون

دل و نظر کے کرشمے نہ دیکھتے وجدانؔ

طلب یہ عشق کی دل میں بڑھا گیا ہے کون

علی وجدان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hasin KHwab Safar Ke Dikha Gaya Hai Kaun

Ali Wijdan

hasin KHwab safar ke dikha gaya hai kaun
badan mein aag si yaro laga gaya hai kaun

udas raat mein tare ubhar ke Dub gae
ye aaj bazm-e-tarab se chala gaya hai kaun

paDi hui thi jo banjar zamin muddat se
hunar ke peD ye us mein uga gaya hai kaun

na ab ke mausam-e-gul ka bhi inkishaf hua
diye jala ke ye aankhen bujha gaya hai kaun

dil-o-nazar ke karishme na dekhte 'wijdan'
talab ye ishq ki dil mein baDha gaya hai kaun

(636) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hasin KHwab Safar Ke Dikha Gaya Hai Kaun written by Ali Wijdan at UrduPoint. Hasin KHwab Safar Ke Dikha Gaya Hai Kaun is one of the masterpieces written by Ali Wijdan. You can also find the complete poetry collection of Ali Wijdan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ali Wijdan' above.

Hasin KHwab Safar Ke Dikha Gaya Hai Kaun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hasin KHwab Safar Ke Dikha Gaya Hai Kaun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.