Mauqa-e-raqs Na Degi Mujhe Taqdir Abhi, Urdu Ghazal By Alimuddin Aleem

Mauqa-e-raqs Na Degi Mujhe Taqdir Abhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Alimuddin Aleem. Mauqa-e-raqs Na Degi Mujhe Taqdir Abhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mauqa-e-raqs Na Degi Mujhe Taqdir Abhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

موقع رقص نہ دے گی مجھے تقدیر ابھی

علیم الدین علیم

موقع رقص نہ دے گی مجھے تقدیر ابھی

ہے مرے پاؤں میں حالات کی زنجیر ابھی

پھر جلا لینا اجالے کی ضرورت ہو اگر

ادھ جلے گھر میں تو موجود ہے شہتیر ابھی

لاؤ لشکر میاں رہتے مرے آگے پیچھے

کاش رہتی مرے اجداد کی جاگیر ابھی

تم نہ پہچان سکو گے اسے آسانی سے

وقت کی گرد میں گم ہے مری تصویر ابھی

درد کے گاؤں میں بدلاؤ علیمؔ آئے گا

کر رہا ہے وہ نئے دین کی تعمیر ابھی

علیم الدین علیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mauqa-e-raqs Na Degi Mujhe Taqdir Abhi

Alimuddin Aleem

mauqa-e-raqs na degi mujhe taqdir abhi
hai mere panw mein haalat ki zanjir abhi

phir jala lena ujale ki zarurat ho agar
adh-jale ghar mein to maujud hai shahtir abhi

law-lashkar miyan rahte mere aage pichhe
kash rahti mere ajdad ki jagir abhi

tum na pahchan sakoge use aasani se
waqt ki gard mein gum hai meri taswir abhi

dard ke ganw mein badlao 'alim' aaega
kar raha hai wo nae din ki tamir abhi

(940) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mauqa-e-raqs Na Degi Mujhe Taqdir Abhi written by Alimuddin Aleem at UrduPoint. Mauqa-e-raqs Na Degi Mujhe Taqdir Abhi is one of the masterpieces written by Alimuddin Aleem. You can also find the complete poetry collection of Alimuddin Aleem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Alimuddin Aleem' above.

Mauqa-e-raqs Na Degi Mujhe Taqdir Abhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mauqa-e-raqs Na Degi Mujhe Taqdir Abhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.