Aaj Mausam Mein Kuchh Nami Si Hai, Urdu Ghazal By Alka Mishra

Aaj Mausam Mein Kuchh Nami Si Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Alka Mishra. Aaj Mausam Mein Kuchh Nami Si Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaj Mausam Mein Kuchh Nami Si Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آج موسم میں کچھ نمی سی ہے

الکا مشرا

آج موسم میں کچھ نمی سی ہے

برف رشتوں میں پھر جمی سی ہے

ساتھ سب ہیں مگر بنا تیرے

سونی محفل ہے کچھ کمی سی ہے

میں فرشتہ سمجھ سمجھ رہی تھی جسے

اس کی فطرت بھی آدمی سی ہے

جب سے اس نے کہا وہ آئے گا

جانے کیوں سانس یہ تھمی سی ہے

آج وہ ہے مری پناہوں میں

آج کی رات شبنمی سی ہے

الکا مشرا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaj Mausam Mein Kuchh Nami Si Hai

Alka Mishra

aaj mausam mein kuchh nami si hai
barf rishton mein phir jami si hai

sath sab hain magar bina tere
suni mahfil hai kuchh kami si hai

main farishta samajh samajh rahi thi jise
us ki fitrat bhi aadmi si hai

jab se us ne kaha wo aaega
jaane kyun sans ye thami si hai

aaj wo hai meri panahon mein
aaj ki raat shabnami si hai

(1355) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaj Mausam Mein Kuchh Nami Si Hai written by Alka Mishra at UrduPoint. Aaj Mausam Mein Kuchh Nami Si Hai is one of the masterpieces written by Alka Mishra. You can also find the complete poetry collection of Alka Mishra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Alka Mishra' above.

Aaj Mausam Mein Kuchh Nami Si Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaj Mausam Mein Kuchh Nami Si Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.