Zehn Aur Dil Mein Jang Jari Thi, Urdu Ghazal By Alka Mishra

Zehn Aur Dil Mein Jang Jari Thi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Alka Mishra. Zehn Aur Dil Mein Jang Jari Thi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zehn Aur Dil Mein Jang Jari Thi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذہن اور دل میں جنگ جاری تھی

الکا مشرا

ذہن اور دل میں جنگ جاری تھی

جاگ کر میں نے شب گزاری تھی

دل گیا تو گیا یہ جاں بھی گئی

وہ نظر اس قدر شکاری تھی

بس گیا تھا خیال و خواب میں وہ

وہ خماری بھی کیا خماری تھی

اس نے نظروں سے پڑھ لیا ہوگا

دل میں محفوظ رازداری تھی

جو ترے انتظار میں گزری

اک وہی رات مجھ پہ بھاری تھی

اپنی جاں کا اتار کر صدقہ

میں نے اس کی نظر اتاری تھی

الکا مشرا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zehn Aur Dil Mein Jang Jari Thi

Alka Mishra

zehn aur dil mein jang jari thi
jag kar main ne shab guzari thi

dil gaya to gaya ye jaan bhi gai
wo nazar is qadar shikari thi

bas gaya tha KHayal-o-KHwab mein wo
wo KHumari bhi kya KHumari thi

us ne nazron se paDh liya hoga
dil mein mahfuz raazdari thi

jo tere intizar mein guzri
ek wahi raat mujh pe bhaari thi

apni jaan ka utar kar sadqa
main ne us ki nazar utari thi

(861) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zehn Aur Dil Mein Jang Jari Thi written by Alka Mishra at UrduPoint. Zehn Aur Dil Mein Jang Jari Thi is one of the masterpieces written by Alka Mishra. You can also find the complete poetry collection of Alka Mishra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Alka Mishra' above.

Zehn Aur Dil Mein Jang Jari Thi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zehn Aur Dil Mein Jang Jari Thi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.