Meri Qurbaton Ki KHatir Yunhi Be-qarar Hota, Urdu Ghazal By Alok Yadav

Meri Qurbaton Ki KHatir Yunhi Be-qarar Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Alok Yadav. Meri Qurbaton Ki KHatir Yunhi Be-qarar Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Qurbaton Ki KHatir Yunhi Be-qarar Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مری قربتوں کی خاطر یوں ہی بے قرار ہوتا

آلوک یادو

مری قربتوں کی خاطر یوں ہی بے قرار ہوتا

جو مری طرح اسے بھی کہیں مجھ سے پیار ہوتا

نہ وہ اس طرح بدلتے نہ نگاہ پھیر لیتے

جو نہ بے بسی کا میری انہیں اعتبار ہوتا

وہ کچھ ایسے ڈھلتا مجھ میں کہ غم اس کے میرے ہوتے

وہ جو سوگوار ہوتا تو میں اشک بار ہوتا

مجھے چین لینے دیتی کہاں انقلابی فطرت

نہ مصاحبوں میں ہوتا نہ میں شہ کا یار ہوتا

میں اسی کے نام کرتا یہ حیات موت سب کچھ

مجھے زندگی پہ آلوکؔ اگر اختیار ہوتا

آلوک یادو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Qurbaton Ki KHatir Yunhi Be-qarar Hota

Alok Yadav

meri qurbaton ki KHatir yunhi be-qarar hota
jo meri tarah use bhi kahin mujh se pyar hota

na wo is tarah badalte na nigah pher lete
jo na bebasi ka meri unhen e'tibar hota

wo kuchh aise Dhalta mujh mein ki gham us ke mere hote
wo jo sogwar hota to main ashk-bar hota

mujhe chain lene deti kahan inqilabi fitrat
na musahibon mein hota na main shah ka yar hota

main usi ke nam karta ye hayat maut sab kuchh
mujhe zindagi pe 'alok' agar iKHtiyar hota

(765) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Qurbaton Ki KHatir Yunhi Be-qarar Hota written by Alok Yadav at UrduPoint. Meri Qurbaton Ki KHatir Yunhi Be-qarar Hota is one of the masterpieces written by Alok Yadav. You can also find the complete poetry collection of Alok Yadav by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Alok Yadav' above.

Meri Qurbaton Ki KHatir Yunhi Be-qarar Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Qurbaton Ki KHatir Yunhi Be-qarar Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.