ZaKHm Kha Kar Bhi Muskurana Hai, Urdu Ghazal By Altaf Ahmad Aazmi

ZaKHm Kha Kar Bhi Muskurana Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Altaf Ahmad Aazmi. ZaKHm Kha Kar Bhi Muskurana Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ZaKHm Kha Kar Bhi Muskurana Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زخم کھا کر بھی مسکرانا ہے

الطاف احمد اعظمی

زخم کھا کر بھی مسکرانا ہے

دوست دشمن کو آزمانا ہے

وہ کہاں اور التفات کہاں

دل دکھانے کا اک بہانہ ہے

جانتا ہوں حقیقت ہستی

جان کر بھی فریب کھانا ہے

ڈھونڈھتی پھر رہی ہے برق ستم

چند تنکوں کا آشیانہ ہے

فکر دنیا میں گھل رہے ہیں لوگ

چار دن کا یہ آب و دانہ ہے

کچھ نہیں سیر میکدہ سے غرض

زیست کرنے کا اک بہانہ ہے

غم سے احمدؔ نجات کیوں کر ہو

اس سے رشتہ بہت پرانا ہے

الطاف احمد اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ZaKHm Kha Kar Bhi Muskurana Hai

Altaf Ahmad Aazmi

zaKHm kha kar bhi muskurana hai
dost dushman ko aazmana hai

wo kahan aur iltifat kahan
dil dukhane ka ek bahana hai

jaanta hun haqiqat-e-hasti
jaan kar bhi fareb khana hai

DhunDhti phir rahi hai barq-e-sitam
chand tinkon ka aashiyana hai

fikr-e-duniya mein ghul rahe hain log
chaar din ka ye aab-o-dana hai

kuchh nahin sair-e-mai-kada se gharaz
zist karne ka ek bahana hai

gham se 'ahmad' najat kyon kar ho
is se rishta bahut purana hai

(655) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ZaKHm Kha Kar Bhi Muskurana Hai written by Altaf Ahmad Aazmi at UrduPoint. ZaKHm Kha Kar Bhi Muskurana Hai is one of the masterpieces written by Altaf Ahmad Aazmi. You can also find the complete poetry collection of Altaf Ahmad Aazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Altaf Ahmad Aazmi' above.

ZaKHm Kha Kar Bhi Muskurana Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like ZaKHm Kha Kar Bhi Muskurana Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.