Sab Hai Hasil Magar KHushi To Nahin, Urdu Ghazal By Altaf Ahmad Aazmi

Sab Hai Hasil Magar KHushi To Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Altaf Ahmad Aazmi. Sab Hai Hasil Magar KHushi To Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sab Hai Hasil Magar KHushi To Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سب ہے حاصل مگر خوشی تو نہیں

الطاف احمد اعظمی

سب ہے حاصل مگر خوشی تو نہیں

سانس لینا ہی زندگی تو نہیں

لوگ پتھر اٹھا رہے ہیں کیوں

دل کی بستی ابھی بسی تو نہیں

اس میں ہوتا ہے خون دل اکثر

زیست کرنا کوئی ہنسی تو نہیں

پتھروں پہ کھلیں گے لالہ و گل

لوگ کہتے ہیں دل لگی تو نہیں

میں نے سب کو دیا ہے آئینہ

آپ سے کوئی دشمنی تو نہیں

جس سے پتھر کا دل نہ ہو دو نیم

وہ نظر رشک آگہی تو نہیں

گرمیٔ دل نہ جس میں ہو احمدؔ

ہے وہ کچھ اور شاعری تو نہیں

الطاف احمد اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sab Hai Hasil Magar KHushi To Nahin

Altaf Ahmad Aazmi

sab hai hasil magar KHushi to nahin
sans lena hi zindagi to nahin

log patthar uTha rahe hain kyon
dil ki basti abhi basi to nahin

is mein hota hai KHun-e-dil aksar
zist karna koi hansi to nahin

pattharon pe khulenge lala-o-gul
log kahte hain dil-lagi to nahin

main ne sab ko diya hai aaina
aap se koi dushmani to nahin

jis se patthar ka dil na ho do nim
wo nazar rashk-e-agahi to nahin

garmi-e-dil na jis mein ho 'ahmad'
hai wo kuchh aur shaeri to nahin

(579) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sab Hai Hasil Magar KHushi To Nahin written by Altaf Ahmad Aazmi at UrduPoint. Sab Hai Hasil Magar KHushi To Nahin is one of the masterpieces written by Altaf Ahmad Aazmi. You can also find the complete poetry collection of Altaf Ahmad Aazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Altaf Ahmad Aazmi' above.

Sab Hai Hasil Magar KHushi To Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sab Hai Hasil Magar KHushi To Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.