Aaina Pesh Aaina, Urdu Nazam By Ameeq Hanafi

Aaina Pesh Aaina is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Ameeq Hanafi. Aaina Pesh Aaina comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Nazam. You can read Aaina Pesh Aaina on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آئینہ پیش آئینہ

عمیق حنفی

ایک وجدان کے برگد کے گھنے پیڑ تلے

ایک پل موند کے آنکھیں جو سمیٹا خود کو

دامن وقت کی مانند وہ پل پھیل گیا

جسم اور جان زماں اور مکاں ایک ہوئے

خود چمکنے لگا تاریک حجاب

سات رنگوں میں وہ تاریکی بٹی

اور ان رنگوں کے دریاؤں سے

زہرہ ناہید ثریا کے مزامیر کا نغمہ اٹھا

بے کراں نور میں گھل مل گئے ساتوں دریا

تیزی ایسی کہ ہزاروں خورشید

ٹھنڈک ایسی کہ ہزاروں مہتاب

بے کراں نور کی تہ میں جب اتر کر کھلیں میری آنکھیں

تیرے آغوش میں رکھے ہوئے میں سر نظر آیا خود کو

بے کراں نور تری آنکھوں میں پایا میں نے

اور اس نور کی تہ میں خود کو

عمیق حنفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaina Pesh Aaina

Ameeq Hanafi

ek wijdan ke bargad ke ghane peD tale
ek pal mund ke aankhen jo sameTa KHud ko
daman-e-waqt ki manind wo pal phail gaya
jism aur jaan zaman aur makan ek hue
KHud chamakne laga tarik hijab
sat rangon mein wo tariki baTi
aur un rangon ke dariyaon se
zohra nahid surayya ke mazamir ka naghma uTha
be-karan nur mein ghul-mil gae saton dariya
tezi aisi ki hazaron KHurshid
ThanDak aisi ki hazaron mahtab
be-karan nur ki tah mein jab utar kar khulin meri aankhen
tere aaghosh mein rakhe hue mein sar nazar aaya KHud ko
be-karan nur teri aankhon mein paya main ne
aur is nur ki tah mein KHud ko

(658) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaina Pesh Aaina written by Ameeq Hanafi at UrduPoint. Aaina Pesh Aaina is one of the masterpieces written by Ameeq Hanafi. You can also find the complete poetry collection of Ameeq Hanafi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameeq Hanafi' above.

Aaina Pesh Aaina is a widely read Urdu Nazam. If you like Aaina Pesh Aaina, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.