Har Gam Hadsa Hai Thahar Jaiye Janab, Urdu Ghazal By Ameer Qazalbash

Har Gam Hadsa Hai Thahar Jaiye Janab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Qazalbash. Har Gam Hadsa Hai Thahar Jaiye Janab comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Gam Hadsa Hai Thahar Jaiye Janab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر گام حادثہ ہے ٹھہر جائیے جناب

امیر قزلباش

ہر گام حادثہ ہے ٹھہر جائیے جناب

رستہ اگر ہو یاد تو گھر جائیے جناب

زندہ حقیقتوں کے تلاطم ہیں سامنے

خوابوں کی کشتیوں سے اتر جائیے جناب

انصاف کی صلیب ہوں سچائیوں کا زہر

مجھ سے ملے بغیر گزر جائیے جناب

دن کا سفر تو کٹ گیا سورج کے ساتھ ساتھ

اب شب کی انجمن میں بکھر جائیے جناب

کوئی چرا کے لے گیا صدیوں کا اعتقاد

منبر کی سیڑھیوں سے اتر جائیے جناب

امیر قزلباش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Gam Hadsa Hai Thahar Jaiye Janab

Ameer Qazalbash

har gam hadsa hai Thahar jaiye janab
rasta agar ho yaad to ghar jaiye janab

zinda haqiqaton ke talatum hain samne
KHwabon ki kashtiyon se utar jaiye janab

insaf ki salib hun sachchaiyon ka zahr
mujh se mile baghair guzar jaiye janab

din ka safar to kaT gaya suraj ke sath sath
ab shab ki anjuman mein bikhar jaiye janab

koi chura ke le gaya sadiyon ka e'tiqad
mimbar ki siDhiyon se utar jaiye janab

(517) ووٹ وصول ہوئے

You can read Har Gam Hadsa Hai Thahar Jaiye Janab written by Ameer Qazalbash at UrduPoint. Har Gam Hadsa Hai Thahar Jaiye Janab is one of the masterpieces written by Ameer Qazalbash. You can also find the complete poetry collection of Ameer Qazalbash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Qazalbash' above.

Har Gam Hadsa Hai Thahar Jaiye Janab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Gam Hadsa Hai Thahar Jaiye Janab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.