Zaban Hai Magar Be-zabanon Mein Hai, Urdu Ghazal By Ameer Qazalbash

Zaban Hai Magar Be-zabanon Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Qazalbash. Zaban Hai Magar Be-zabanon Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zaban Hai Magar Be-zabanon Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زباں ہے مگر بے زبانوں میں ہے

امیر قزلباش

زباں ہے مگر بے زبانوں میں ہے

نصیحت کوئی اس کے کانوں میں ہے

چلو ساحلوں کی طرف رخ کریں

ابھی تو ہوا بادبانوں میں ہے

زمیں پر ہو اپنی حفاظت کرو

خدا تو میاں آسمانوں میں ہے

نہ جانے یہ احساس کیوں ہے مجھے

وہ اب تک مرے پاسبانوں میں ہے

سجا تو لیے ہم نے دیوار و در

اداسی ابھی تک مکانوں میں ہے

ہوا رخ بدلتی رہے بھی تو کیا

پرندہ تو اپنی اڑانوں میں ہے

امیر قزلباش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zaban Hai Magar Be-zabanon Mein Hai

Ameer Qazalbash

zaban hai magar be-zabanon mein hai
nasihat koi us ke kanon mein hai

chalo sahilon ki taraf ruKH karen
abhi to hawa baadbanon mein hai

zamin par ho apni hifazat karo
KHuda to miyan aasmanon mein hai

na jaane ye ehsas kyun hai mujhe
wo ab tak mere pasbanon mein hai

saja to liye hum ne diwar-o-dar
udasi abhi tak makanon mein hai

hawa ruKH badalti rahe bhi to kya
parinda to apni uDanon mein hai

(783) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zaban Hai Magar Be-zabanon Mein Hai written by Ameer Qazalbash at UrduPoint. Zaban Hai Magar Be-zabanon Mein Hai is one of the masterpieces written by Ameer Qazalbash. You can also find the complete poetry collection of Ameer Qazalbash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Qazalbash' above.

Zaban Hai Magar Be-zabanon Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zaban Hai Magar Be-zabanon Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.