Kya KHaridoge Chaar Aane Mein, Urdu Ghazal By Ameer Qazalbash

Kya KHaridoge Chaar Aane Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Qazalbash. Kya KHaridoge Chaar Aane Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kya KHaridoge Chaar Aane Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا خریدوگے چار آنے میں

امیر قزلباش

کیا خریدوگے چار آنے میں

عقل مندی ہے گھر نہ جانے میں

تبصرہ کر رہے ہیں دنیا پر

چند بچے شراب خانے میں

پرسش حال کر رہے ہیں لوگ

کیا بگڑتا ہے مسکرانے میں

اے مصور یہ سرخ رو چہرہ

ایسی تصویر اس زمانے میں

گھر میں اندھیر کر گیا کوئی

دیر کر دی چراغ لانے میں

چھپ کے بیٹھی ہوئی ہے موت کہیں

زندگی تیرے شامیانے میں

بے لباسی نصیب ہے اس کا

خواب بنتا ہے کارخانے میں

امیر قزلباش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya KHaridoge Chaar Aane Mein

Ameer Qazalbash

kya KHaridoge chaar aane mein
aqlmandi hai ghar na jaane mein

tabsira kar rahe hain duniya par
chand bachche sharab-KHane mein

pursish-e-haal kar rahe hain log
kya bigaDta hai muskurane mein

ai musawwir ye surKH-ru chehra
aisi taswir is zamane mein

ghar mein andher kar gaya koi
der kar di charagh lane mein

chhup ke baiThi hui hai maut kahin
zindagi tere shamiyane mein

be-libasi nasib hai us ka
KHwab bunta hai kar-KHane mein

(524) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kya KHaridoge Chaar Aane Mein written by Ameer Qazalbash at UrduPoint. Kya KHaridoge Chaar Aane Mein is one of the masterpieces written by Ameer Qazalbash. You can also find the complete poetry collection of Ameer Qazalbash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Qazalbash' above.

Kya KHaridoge Chaar Aane Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya KHaridoge Chaar Aane Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.