Ye Mera Aks Jo Thahra Teri Nigah Mein Hai, Urdu Ghazal By Amir Ameer

Ye Mera Aks Jo Thahra Teri Nigah Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Amir Ameer. Ye Mera Aks Jo Thahra Teri Nigah Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Mera Aks Jo Thahra Teri Nigah Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ میرا عکس جو ٹھہرا تری نگاہ میں ہے

عامر امیر

یہ میرا عکس جو ٹھہرا تری نگاہ میں ہے

نہیں ہے پیار تو پھر کیا تری صلاح میں ہے

نہیں ہے وقت کی جرأت کہ چھو سکے اس کو

یہ تیرا حسن کہ جب تک مری پناہ میں ہے

نظر جو تجھ پہ رکے تو ذرا نہیں سنتی

کہاں ثواب میں ہے یہ کہاں گناہ میں ہے

زباں سنبھال کے اب نام لے رقیب اس کا

جو تیرا پیار تھا وہ اب مرے نکاح میں ہے

عامر امیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Mera Aks Jo Thahra Teri Nigah Mein Hai

Amir Ameer

ye mera aks jo Thahra teri nigah mein hai
nahin hai pyar to phir kya teri salah mein hai

nahin hai waqt ki jurat ki chhu sake us ko
ye tera husn ki jab tak meri panah mein hai

nazar jo tujh pe ruke to zara nahin sunti
kahan sawab mein hai ye kahan gunah mein hai

zaban sambhaal ke ab nam le raqib us ka
jo tera pyar tha wo ab mere nikah mein hai

(1360) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Mera Aks Jo Thahra Teri Nigah Mein Hai written by Amir Ameer at UrduPoint. Ye Mera Aks Jo Thahra Teri Nigah Mein Hai is one of the masterpieces written by Amir Ameer. You can also find the complete poetry collection of Amir Ameer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amir Ameer' above.

Ye Mera Aks Jo Thahra Teri Nigah Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Mera Aks Jo Thahra Teri Nigah Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.