Are Ye Adl Ye Insaf Al-aman Un Ka, Urdu Ghazal By Amjad Ali Ghaznawi

Are Ye Adl Ye Insaf Al-aman Un Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Amjad Ali Ghaznawi. Are Ye Adl Ye Insaf Al-aman Un Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Are Ye Adl Ye Insaf Al-aman Un Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ارے یہ عدل یہ انصاف الاماں ان کا

امجد علی غزنوی

ارے یہ عدل یہ انصاف الاماں ان کا

کہ ہر زمین مری اور ہر آسماں ان کا

دلوں میں جن کے غم اہل کارواں نہ رہا

پہنچ سکے گا نہ منزل پہ کارواں ان کا

ہزار کعبۂ ایماں وہیں وہیں پہ بنے

قدم پڑا تھا چمن میں جہاں جہاں ان کا

اسیر جلوۂ منزل کی قید کی خاطر

بچھے گا دام اسیری کہاں کہاں ان کا

دلوں کو جیت کے شاہنشہ جہاں بن جا

کہ یہ جہان ہے تیرا نہ یہ جہاں ان کا

کہاں پہ کیجئے سجدہ کہ بن گئی امجدؔ

جبین شوق مری سنگ آستاں ان کا

امجد علی غزنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Are Ye Adl Ye Insaf Al-aman Un Ka

Amjad Ali Ghaznawi

are ye adl ye insaf al-aman un ka
ki har zamin meri aur har aasman un ka

dilon mein jin ke gham-e-ahl-e-karwan na raha
pahunch sakega na manzil pe karwan un ka

hazar kaba-e-iman wahin-wahin pe bane
qadam paDa tha chaman mein jahan-jahan un ka

asir-e-jalwa-e-manzil ki qaid ki KHatir
bichhega dam-e-asiri kahan kahan un ka

dilon ko jit ke shahanshah-e-jahan ban ja
ki ye jahan hai tera na ye jahan un ka

kahan pe kijiye sajda ki ban gai 'amjad'
jabin-e-shauq meri sang-e-astan un ka

(522) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Are Ye Adl Ye Insaf Al-aman Un Ka written by Amjad Ali Ghaznawi at UrduPoint. Are Ye Adl Ye Insaf Al-aman Un Ka is one of the masterpieces written by Amjad Ali Ghaznawi. You can also find the complete poetry collection of Amjad Ali Ghaznawi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amjad Ali Ghaznawi' above.

Are Ye Adl Ye Insaf Al-aman Un Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Are Ye Adl Ye Insaf Al-aman Un Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.